S
swati
Guest
Ek Jaat Tha
Uski Gharwali Har Baat Ka Ulta Kare Thi
Jo Kuch Wo Kahe Kare Tha Uska Ulta Hi Kare Thi Wa
Ek Bar Nu Huya Uk We Dono Ganga Snaan Karan Gaye
To Jaat Bolla "chaudran! Diko Kinare Pe Hi Nahaiye Ghani Aage Na Jaiye"
Wa To Har Baat Ka Ulta Kare Thi At Bolli" Kahen Lagi Na Main To Beech Mainhi Ja Ke Nahaungi Kinare Pe Nahana Bhi Koi Nahana Hai"
Jat Bola " Diko Sankal Pakad Ke Nahaiye At"
Chaudhran Boli" Sankal Pakad Ke Nahana Bi Koi Nahana Hai Main To Sankal Chod Ke Nahaungi"
Bus Pher Ke Tha Wa Bheech Ganga Mein Ja Ke Jo Unne Dubki Maari Wa To Aayi Na Pher Bahare Beh Gi!
Jat Gaya Police Dhore Unne Kaha Uk Ji Meri Bahu (chaudhran) Ganga Mein Doob Gi Use Dhundhan Mein Meri Madad Karo
To We Use Najibabad Dhundhan Chal Diye
Jaat Bola Ji Wa Wahan Ni Mile Wa To Rishikes Hi Milegi
Daroga Bola " Pagal Hai Haridwar Se Beh Ke Wa Najibabaad Hi To Jaagi
Jaat Bola Ji Darsal Wa Har Baat Ka Ulta Kare Thi
At Wa Najibabaad Nahi Rishikes Hi Milegi:d :d