netrapalsingh
New member
Pilani se 8 km door ek gaon hai waha par ramleela ka programe
thaa, onhone pilani ramleela walo se sahayog ki prarthan ki
to pilani walo ne apni team waha bhej dee. par we bole "bhai..
ram laxman to mhare rahenge...."
ab shuru hojati hai ramleela:-
parshuram farsa hillte hooe" are murkh janak jaldi batla ye dhanua
kisne toda hai"
laxman ram ke kaan main," bhai yo modya nyooye kudya kare se ke
hamne dekh k kood raya se."
ram dheere se" chup rah dekhan de"
parshuram pher shor machata hai "jaldi batla jank........jaldi batla janak"
laxamn ko gussa aajata hai" ooooo.....re mode hamne todya se......
tere baap ka tha ke yo dhanush jo rookaa...padan lagayaa se"
ram thodi sabyta main "bhai sadhu ji....me esne mada sa mode thaa...
yaa eski jewdi tight karan tai ar yo susra toot gayaa....bhai ramleela fund
se peese dedenge." ya khakar ram laxman aapke ghar chale gaye aur
pilani walo ne oos ram leela ko pooraa kari.
bhaio samaj na ayee to pooch lena
aur alochana karne walo tumhara mooh..kalaa
hahahha