JAT Baniya and Sivji bhagwan

Status
Not open for further replies.

rsdalal

Active member
ek baar ek jat aur baniyya ne shivji bhole ki pooja ki. Shivji ne darshan diye. Aur jat ko bole ke tu 3 var maang le.
Aur baniyye ko bole ki kyonki tu kai saal se meri pooja karta hai to jo bhi jat maangega uska doogna tum ko mil jaega.
Jat ne 100 bheege dharti maang li, to baniyya ko 200 bheege mil gayi. Jat ne ek joddi bail manngee to baniyaa ko do joddi mil gaye. Jat ko ye nahi bhayya, vaise hi usko baniyya pasand nahi tha. To jat thodi der sooch ke bola ' Shivji maharaj, tu bahut balwaan hai, tune mujh pe kripa ki hai. Ab tu mujhe itna mar ki mein adhmara ho jaaoon"
 
Fantastic Ranbir!!!
Bhai mein to hansh-hansh ke 'adh-mraa' ho g-yaa!
 
Bhai, is joke ne to ghee sa ghal diya. Agali bar iste bhi badhiya joke hona chahiye.
 
Bhai jee

Great one ...

"Anpad jat padhe likha jaisa
aur padha likha jat khuda jaisa"

we r really great...

regd's
sandeep
 
FUNDU ONE, JAT KA DIMAG TO UPAR A RAHAKERE.

You Know why ? JAT " born with GUTS and BRAIN together " A rare Combination.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top