netrapalsingh
New member
kal apne ek sathi (jatland.com) ke halat dekh kar pasina aagaya
kyonki wo pyar main fail hogaya aur shayar hogaya
sathiyo pyar vyar ka to mujhe pata nahi main to anpadh jat hoon
par experience bata deta hoo ek bar main bhi fans gaya that
ya fansayagaya thaa ek ladki ke chakar main.
Main yani netrapal 1984 main jaipur gaya that tab main bilkula akela
that phir mere dost bane. Ek din ham sab dost ek gumti pe chay pee
rahe the ek ladka ramprasad choudhary bola"ya chori thane jhake che"
main bola "tera dimak kharam hai mujhe kyon dekhe gi" par wo dost nahi
maane bole nahee wo tere ko watch karti hai ab main bhi sochne par majboor ho gaya onhone kaha "try maar yar" maine "poocha kaise bhai logo" onhone mujhe scooter sikhaya jeens phanayee aur bhai main lag gaya watch karne. Roj tonkphatak se maharani college tak ooske peecha peecha jat 400 Rs ka petrol kharch kar diya. Dosto ne ek letter diya bole ye letter dedena oos ladki ko. Maine sochaa koyn n short cut rasta apnaya jay. Aur bhai maine Maharani College ke main Gate par scootar oosake samne laga diya ab age suno:-
Ladki" Kya hai..........?"
Netra," Main aap se dosti karna chata hoo."
ladki" bhago, mai koi dosti karna nahi chati aapse. Main aap ko das din
se dekh rahi goon aap mera peecha kar rahe ho...."
Neatra,"to madam 10 din se aap mujhe dekh rahi hai aap phale hi badta deti. 400 Rs ka petrol kharch kardiya maine tere chakar main"
ladki" aa....ha.......ha bade samaj dar bante ho maine kaha kya?
wo din aur aaj ka din meri himmat nahi padi kisi ladki ke chakkar main padne ki
par mere sathi kahte the bhai ladki ek city bus ki tarah hoti hai line main khade raho kabhi to number ayega aur bhai apni line khade hone ki adat nahi hai.