JAT Ka Dimaag ... you can't predict a JAT

Status
Not open for further replies.

rsphougat

New member
Ek baar ek Jat ke pados mein ek musalmaan rehta hai. Ek din musalmaanani Jat ki lugai se kuchh bartan maang ke le jati hai. Kuchh din baat Jat ki lugai ko pata chalta hai ki musalmaan padosi ne hamare bartano mein “meat” khaya.

Woh Jat ko bolti hai, musalmaano ne hamare bartan gande kar diye, unme meat kha ke. Ab humko bhi kuchh karna chahiye.

Jat meat to kha nahin sakta tha, aur bartan bhi gande karna chahta tha. Bahut soch-vichar ke Jat apni lugai ko bolya, chodhran chinta mat kar, tu unke bartan maang la, hum unke bartano mein “goo” khayenge.
 
bhai dikhe tu rohtak ka jat se
rohtak ke jat ghane hazir jawab ho se
ek be ek aadmi upper chat pe khadya tha
uske hath mein gober kabad wagera tha
wo nichle te bolya re parre ne hatle
wo rohtak ya sonipat ka tha
jhat de si bolya
bhai fenk de mein ke esne kha su
 
Virender Singh Narwal (Sep 15, 2003 09:54 a.m.):
bhai dikhe tu rohtak ka jat se
rohtak ke jat ghane hazir jawab ho se
ek be ek aadmi upper chat pe khadya tha
uske hath mein gober kabad wagera tha
wo nichle te bolya re parre ne hatle
wo rohtak ya sonipat ka tha
jhat de si bolya
bhai fenk de mein ke esne kha su

Virender Bhai.....theek peechhana
Mein kati Rohtak ka soo
**** Ek Rohtaki -- Sau Kautki ****
 
yaar Jata ke katiyai tai bhadpeat de iss joke mein....... haajir jawaabi kise or tarikai tai bhi ho sakaithi Goo ghawana jaruri tha.....naas peatdeyaa katiyai tai ........ Achai joke nahi aate tai taal maardeya kr....
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top