Jat ka jawab

Status
Not open for further replies.

hsdhull

New member
Ek baar ek sardar (traffic policiya) main road pe duty pe tha. double road thi aur ek road marammat ke liye band hogi. Par sardar khali road pe betha raya aur man hi man mein bolne lag gaya yaar aaj te daru ka intezam nahi hoga koi traffic hi nahi aa raha. Thodi der baad ek jat bhais(buffalo) pe betha aave tha. sardar ne dekha aur socha le bhai aaj ka kaam ban gaya.
sardar ne jat ko rok liya aur bolya fine lagega , helmet nahi pehnya. Jat phad deni bolya aree bawle neeche te dekh le four wheeler hai.
 
Chori ke ek id se isse tere :eek:

Gojh mei tei kaadh liya kisse ne uska password ... jya tahi naya banaya hoga .
waise manisha chorriya ki galti na hai ismein... password bhool jana, saman rakh kar bhool jana ... kemme ka kemme likh dena ... ye unki(i mean aap logo) ki aadat hoti hai ... kya karin bhagwaan ne banaya hi aisa hai :p
 
Tumlogo ko kya Yamdoot ne banaya hai .. :p:D
 
hello

Ek baar ek sardar (traffic policiya) main road pe duty pe tha. double road thi aur ek road marammat ke liye band hogi. Par sardar khali road pe betha raya aur man hi man mein bolne lag gaya yaar aaj te daru ka intezam nahi hoga koi traffic hi nahi aa raha. Thodi der baad ek jat bhais(buffalo) pe betha aave tha. sardar ne dekha aur socha le bhai aaj ka kaam ban gaya.
sardar ne jat ko rok liya aur bolya fine lagega , helmet nahi pehnya. Jat phad deni bolya aree bawle neeche te dekh le four wheeler hai.

swaad a ga bhai su padh ke to....;)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top