A
ajaykumar
Guest
Ek jatke ladke ki shaadi hui-hui thee. Ladka apni bahu ko dekh kar khoob khush. Ladka apni pyari patni ko pyar dikhane aur us se pyari-pyari baat karni upper walle kamare main pahuch kar kuch es tarah baat karta hai (Neeche, uska baap bhi unki batte sunta hai):
Ladka (patni se): meri jaan, tere liye burfi leya du. Meri jaan, tu kahye to balushahi le aau, yaa phir gulab jamun le aau. Tuzhe pasand ho to ras-malai khila doo yaa phir gazzar ka halwa.
Aab jub kuch der aise ho gayi, aur neeche taaue yeh sub sunta raha, phir tau se rukya nahin gaya. Tau ne neeche se chore ko chid ke (with irritation) aawaz lagai aur kaha " o, halwai ke bachhe, neeche aaja aur dangroo (means animals) ka nyaar kar de"
Cheer!!