Ek baar badshah akbar ne munadi karwadi ki jo koi bhi mejhu dharti ka beech (Center) Bata dega use me Enaam dunga. kisi ne bhi eska jawab nahi diya. tab ek jat aage aya aur bola ki mein bata sakta ho.
badshah ne phchha ke batao.
jat ne apne haath ki lathi ko badshah akbar ke darbar ke beech esa khadi kar ke kaha ki dharti ka beech yahan par hai.
badshah ne kaha ke mein nahi manta. to jat ne kaha ki nahi mante ho to naap lo.
ha ha ha jat ki Akkal