With due respect to Sangwan Sahib but ye pure world ko Jat sabhit karke maanenge.
timing ka bhi hisab kitab rakhna padta hai.....
nahi to Sonia kaafi pehle hi jatni nahi ghoshit kar di gayi hoti....aarakshan aram se mil jata, logo ko dande nahi khane padte, mayyad kaand nahi hota.... par sonia ne aake yaad dilaya baad me, ki abb time aa gaya hai..
Renuka... Sonia... let's see who's next. I hope not ..... Mayawati/Mamta :boxing:
(kyunki jatniyo ke jaisi drid swabhav and charitrawan mahila to shayad ye dono bhi hain... aur mayawati to jato ki tareh property dealer se builder (haathi) bhi hain :singing