netrapalsingh
New member
ek baar ek jat foji daroo pike medical shop per chala gaya
wahan par usne kis tarah dukandar ko prashan kiya dekho
"bhai, bikaji (namkeen) se ke"
"bhya ye medical store hai"
"achha" chala gaya
phir vapas agaya
"are bikaji de n.."
dukandar gusse main "sale ka sir phod dunga lath lya re" sharabi chala gaya aur thodi der main vapas aaya
"bhai lath hai?"
"mere bhai lath nahee hai....."
sharabi ne 10 rs ka note nikala our bola "to bhai bikaji de de.. phir"