Jat or Nai

Status
Not open for further replies.

rajender_dahiya

New member
Ek baar ek jat or nai ek dusre se khasan lagre the, is tarah.
Jat: are tu koon?
Nai: Mein Thakur, Rajput, or Chhatri. Or tu koon?
Jat: mein Choudhary, Andy or ??????? thodi der tak sochta raha ki, chhatri ka ke karoon............... or bola ar mein Tambu.
Nai: yo tambu ke ho se?
Jat: yo teri chhatri ka Phoopha hai.
 
DAHIYA SAHAB Bahut achchhe......

issi tarah ka ek aur jo bachpan se sun rahe hain

ek jat ki ar teli ki kahasuni hogi. aapas me kaha laag ge.
teli : jat re jat tere sir pe khat.
Jat : teli re teli tere sir pe kohlu.

teli bola naa judi te jat ka jawaab tha are naa judi te naasi par susare bojh te marega....

enjoy...............
 
naa maane tu daakann!

likdyaa eeb store-room te-
jaalya me antt jyagi,,, na te muusey khaa gerenge:D
bera na inn Rathi haraa ne vo DEEPAK MANN Laya tha - buhaari denn tahi- kaad te kaam pe na aaaya se:p
 
.
देख लो, तुम घणे स्याणे बनते हो - स्टोर में से निकाल कर ! लो, ये भी पढ लो :

Jat or Rajput

लिखने वाला भी वही है ! भाई राजेन्द्र दहिया, बहुत दिन से आप आ नहीं रहे जाटलैंड पर ! आपके पुराने धागे बहुत ही मजेदार हैं - कुछ और आने दो !
.
 
dndeswal said:
.
देख लो, तुम घणे स्याणे बनते हो - स्टोर में से निकाल कर ! लो, ये भी पढ लो :

Jat or Rajput

लिखने वाला भी वही है ! भाई राजेन्द्र दहिया, बहुत दिन से आप आ नहीं रहे जाटलैंड पर ! आपके पुराने धागे बहुत ही मजेदार हैं - कुछ और आने दो !
.
yo achaa kaam kara aapne deswal ji,,,,, bata ek chutakla 2-2 bai likh raakha sai,,,,, hahahahah par chutakla badhiya sai
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top