All India Jat Mahashabha me sabhi jat member hote hai "jiska janam jat ke ghar me ho gaya" . Isski koi membership nahi hai. kewal sakariye (active) hone ki jaroorat hai.Main yo puchna chahu tha ak All India Jat Mahasabha ya koi aur Jat sangathan ke saath main kaise jud saku hun.......ar unke koi office ya koi website hai ke?
All India Jat Mahashabha me sabhi jat member hote hai "jiska janam jat ke ghar me ho gaya" . Isski koi membership nahi hai. kewal sakariye (active) hone ki jaroorat hai.
A-87 , Mahipalpur ,delhi -110087 iss ka office hai. Yeh ek registered sanstha hai. iski haryana, delhi, j&k, himachal pradesh, UP, Rajasthan, madhey pradesh, maharashtra, bihar and even in Andhra pradesh me iski state bodies hai.
Mrs. Renuka choudhary ( mahila president) jo congress party mei spokesmen hai
Ch yudhveer singh (gen. secrectry)
011-2678329
SH. Babu Ram choudhary (AP) ke Addyask hai
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.