jat------the train driver

Status
Not open for further replies.

narwal

New member
Ek bar ek jat ko train drive karane ko kaha gaya. Jat ne mana kar diya. Ghanne kahan lage to jat manga. Thodi der pachhe, jat gadee ne track par se utar kar jungle me lega aur thodi der pachhe train ne wapis track par le aaya. Lekin itene me to saari sawariya ke pasine aa gaye, maut samne dekh ke. Jat ne agle station par gaadee roki to saari sawariyon ne uttar kar jat ko gher liya. Jat bolya mere kyo pachhe laag re so, thamne bera se munne yo kyon kara:

Jat: Gaade ke aagye ek aadmi aa gaya tha, track ke uppar. Horn per horn diya, mere bete ne sunna e koni, hila e koni:

Passengers: Pher ke hogya, itna risk kyon liya, Ham mar jaate to, uske uppar se gadee kadh deni thee.

Jat: Bilkul theek. Akhir mein to munne bhee ya he sochi ke ib iske uppar te gadee kadh du. Par maera beta itne me jungle kani bhaj liya. Isliye munne uske uppar te kadhne ke liye gadde track se uttar ke jungle me le janee pari
 
Aindi Aaala

Bhai dhumme paad thaa yoh te katiye...ghanaa aindi thaa

Rgrds
Ajay Shokeen
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top