Jat Vakil

  • Thread starter Thread starter rajeshrathee
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
R

rajeshrathee

Guest
EK BAR EK MULZIM THA, MUKADME KE DORAN JUDGE BOLA KI TUJHE SAJA DOONGA. MULZIM IRRITATE HOKAR BOLA " KI MAIN DEKHTA HUN KON SAALA MUJHE SAJA DETA HAI".

JUDGE BOLA MUKADME KI SAJA TO CHOD AGLI TARIQ PAR CONTEMPT OF COURT KI PAKKI.

USKE VAKIL NE BHI USKO KAHA KI TERI SAZA PAKI KYUNKI ISME TO JUDGE KHUDH GAWAH HAI.

KISI NE BATAYA KI BHAI EK JAAT VAKIL HAI OR WAHI TUJHE BACHA SAKTA HAI TO BHAI USNE JAAKAR APNE JAAT BHAI KE PANW PAKAR LIYE OR APNA BHAI TAYAR HO GAYA.

AGLI SUNWAI PAR ," the judge ASKED WITH A SMILE VAKIL SAHAB KAISE BACHAONGE ISME TO MAINE KHUD APNE KANO SE SUNA HAI KI ISNE COURT KO GALI DI HAIN.

"My lord misunderstood the poor illitrate fellow," replied the lawyer coolly, " he do not call you saala, all he said was kaun sa law mujhe saja deta hai...
 
Ratheeji jat vakil hoga to asai hi hoga . Khawat bhi to hai ki "anpad jat padalikha brabar aur padalikha jat khuda brabar" aur yhan to jat ne LL.B kar rakhi thi.LOL :D :D :) :)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top