vivekgathwala
New member
Hume aksar dekhne ya sunne ko milta hain ki jab koi bahaduri ki baat hoti hain to hamare jato ki ladkiya Kiran Bedi ji ya Jhansi ki Rani ki mishaal deti hain. Mishaal dene ke liye hamare kaum me bi bahut bahadur ladkiya hui hain par kabhi bi unki bahaduri ka prachar nahi huwa unke bare me bataya nahi gaya. Challan katne ya jail me welfare se koi bahadur nahi hota .Challan to hamare sarkari mahkame DTO/RTO/5NO(delhi me bolte hain). wale rooj kat tte hain , isme koi bahaduri ka kaam nahi hain.
Hamare JATO ki kuchh veerangnae jinki hamari ladkiya mishaal de sakti hain…..
(1). Jatni Sada Kaur
----- Kanhaiya missal ki sardar (mukhiya) Maharaja Ranjeet Singh ki saans (mother in law)
(2). Maharani Jinda
------Maharaja Ranjeet Singh ki Maharani , jinhone kuchh samaye ke liye Maharaja Ranjeet Singh ke raj par raj kiya
.
(3).Maharani Kishori Devi
---- Maharaja Surajmal ki bahadur Rani jisne Lal Kille ki chadai me bhaag liya tatha Pushkar me parbhi ki lut ka karan bani aur waha JAT ghaat banwaya.
(4).Veerangana sama Kaur
-----Malik jato ki beti wa Ahlawat jato ki bahu , jisne Nawab ki galat prathao ko manne se inkaar kiya tatha nawab aur uske parivaar ke aant ka karan bani.
(5). Bibi Shahib Kaur
-----Sardar Jat Gulab Singh ki beti , jisne san 1787 me Rajgarh ke maidan me Maratho ko ladai me dhuul chatai
.
(6).Veerangana Soma Devi
----Chahar gotar ki jatputtri , jisne Bikaner me Sindhmukh sathaan par ladai me Mugalsena tukdi ko dhuul chatai.
(7).Veerangana Harsharan Kaur
-----Maan gottar ki jatputtri , jisne 1837 me Jamrodh (Pakistan) ke kille ki apni bahaduri se raksha ki.
(8). Shaheed Pilot Shaifali choudhary
---- Lodhana gaon (UP). Bhartiye Vayu Sen"SHORYA CHAKRA" praaptt karne wali pratham mahila.
(9).Suman Sangwan
-----pratham wardidhari uchch-adhikari mahila jo "Mount Everst" par chadi. (10).Monika (Mona) Dahiya
----Bhartiye vayu sena me Wing Comdr. Jisne 9 Aug se 23 Aug 2008 tak America me huwe 4 desho ke Vayu Sena Ke " Red Flag" yudhabhyas me aerospace medical Visheshyag ke toor par hissa liya. Bharat ke 247
Members ki team me Mona Dahiya ekmaattar mahila thhi.
http://www.bhaskar.com/2008/<wbr>08/30/08....htak_mona.html
MERA AP SABHI MEMBERS SE ANURODH HAI KI AAP JIS BHI KISI AISI VEERANGNA KO JANTE HAIN TO UNKA NAAM YAHAN UPDATE KAREE
DHANYEVAD