Jataan Alli Shayari

Status
Not open for further replies.

sejwaldeepak

New member
Shayar tei hade roj howein hai, mohobbat ki, zudai ki, time paas. Lyo bhai main aaj Jatan ki Shayari shuru karun hun, hade dikhao apna hunar.

Pehla meri ood tei...

Teri aankhan ke samunder mein doob tei jaun main,
Teri kolli mein aake ek bei jhool tei jaun main,


Dar laage sei kitte tera babu na dekh le.:)

Tanne saher mein le jake roj sanima tei dikhaun main ,
Tanne parak mein bitha ke roj kulfi tei khawaun main,


Dar laage sei kitte meri bahu na dekh le.:)
 
Wah Bhai Deepak lath gaad diye te to.
Shayri to bhadiya hai hi per uste bhi chookha
yo thread hai jo eb start kiya hai, "JATTAN ALLI SHAIRI".

To bhai baat nu hai ke mein shayar to nahih, per ib sochhon hoon
2-4 sheran ki tang mein bhi tod doon.
To mein ibbi gaya aur tazi-tazi tod ke laya.
 
chotta saa meri taraf te bhi

bolla.......

jee karta hai teri jheel se neele aankha mein doob jaa........

balya jee karta hai teri jheel se aankha mein doob jaa.............

fer....

bolla jee karta hai teri jheel si neele aankha mein doob jaa..........

ek beech mein aur jat betha tha.......

bola susre itne gahrayi mein naa jaa doob gaya te ke tera babu kadega.........
 
Yu Walla kal Gr8 Indian Laughter Champions mein ayaa tha

Lucknawi shayar-

Ye dill bhi bech dun, ye jaan bhi bech dun

Tere IShq mein mein ye jahaan bech dun


Haryanav JAt-

Apni Bhais bech dun, Apni gaa(Cow) Bech dun

Tere ishq mein mein Pappu ki maa bech dun:p
 
humne kise te pyar konya, mahre te kise ne pyaar konya......
maahri zindgi nu hai zanu bhains ki khor main nyar konya....

jat balwan jai bhagwan....
 
mer marne ke baad meri kabr pe BAJRA bo dena ,
taki unko bhi pata lag jaye ki HUM KEECHADI ke shokeen the
humne kise te pyar konya, mahre te kise ne pyaar konya......
maahri zindgi nu hai zanu bhains ki khor main nyar konya....

jat balwan jai bhagwan....
 
Last edited by a moderator:
Haryanav JAt-

Apni Bhais bech dun, Apni gaa(Cow) Bech dun

Tere ishq mein mein Pappu ki maa bech dun:p [/quote]


YE TO TUMNE "GREAT INDIAN LAUGHTER CHALLENGE" WALLA CHIPKA DIYA YAAR:p
 
Shayari

Sab kuch luta diya, tere pyar ke khatir - 2
Ek katiya bachi thi, aaj wo bhi bech di

---------------------------------------------

tum meri jindagi mein is tarha se khadi ho - 2
jaise johad mein koi bhains padi ho
 
Kuch iss Dhaal......

Hamein To Apno Ne Luuta...........Gairoo mein kahan daam tha....-2
Mhaari Buggi thi Dhasi Wahan ..Jahan Gara kam tha.....:)
 
ek to itni badhiya haryanvi aur upar se ye badhiya shayari....bada maja aa raha hai padh ke...haan ek baat aur...jo word thore se mushkil hain samajhne unke liye hindi ka meaning likh diya karo bracket mein taaki main pura enjoy kar sakun...and this thread is too good...now stretch it more :D
 
O dharme, bhens ku piade pehle paani
fer khal gerke kaqr diye thode si sanni
Beri kyun roj dekgan ja tu salima
sanjh ku mere te hi sun liya kar kahani

RK^2
 
Jat Gazal

तड़कैहें वा सारे घर में झाड़ू लगाती होगी
फेर चूल्हे पै वा बूढे की चाय बनाती होगी !

खेत में जा-कै वा भरौटे नै सिर पै ल्याती होगी
और घर-पै आ-कै वा गंडासे में कटवाती होगी !

थोड़ी हाण पाछै पालणे में बाळक नै थपथपाती होगी
और उसनै सुला कै वा जोहड़ में भैंस न्हुवाती होगी !

भैंस नै घर ल्या कै सान्नी सपान्नी करवाती होगी
फेर सांझ होने पै वा उसकी धार बी कढवाती होगी !

रात नै दूध जमा कै बाळक गैल खाट मैं पड़ जाती होगी
थकी-हारी सोते-सोते ले सटरके, जणूं भैंस अरड़ाती होगी !
.
 
Jat Gazal

तड़कैहें वा सारे घर में झाड़ू लगाती होगी
फेर चूल्हे पै वा बूढे की चाय बनाती होगी !

.............
रात नै दूध जमा कै बाळक गैल खाट मैं पड़ जाती होगी
थकी-हारी सोते-सोते ले सटरके, जणूं भैंस अरड़ाती होगी !
.

Sir aapne to puri dincharya bata di gaon ki aurat ki....:D
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top