ajayverma1973
Member
Why don't u past ur photo
Mr. N.Malik,
Aapne na to apna photo lagaya hai aur na hi apna phone no diya hai, apni date of birth likhna bi shayad bhool gaye hain.
Kya aap yeh batane ka kasht karenge ki aap apni identity kyon chchupana chahte hain. I am agree with you that each and every member should past his/her own photo.
Regards,
Ajay Choudhary

nmalik said:maine apni baat suru waale post mein hi bilkul saaf kar di thi. Family to family hi hoti hai. khaali photo lagane se kuchh nahi hoga. photo to laga le koyi apni lekin female ID ke saath phir vahi hud-dang machana shuru kar de....aur uske upar apne Administratos ka bhi SAYA ho to batao kya karlein.
Ya to phir sabh ko apni photo lagani jaruri honi chahiye ..chahe JAT hon ya JAATNIS ya phir jaise chal raha hai chalne do.
Vaise meri chinta mat karo is jatland.com par mere ko janane waale bahut hain. Aur kabhi "DELHI JAT MEET" mein agar gaya to vo hi photo dekh lena.
i dont have to prove myself here on this site....aajkal apne-aap ko prove vo karne mein lage huye hain....jinhone is site ka kabada bana diya hai.