mityinsydney
New member
Pyare Jat Bhaiyo, yeh mera pehla post hai, umeed karta hoon aap sabko pasand aayega. To ji pesh hai yeh joke aapke liye seedhe Sydney se.
Ek baar ek jat aur baaniya sadak par haand rahe hote hain to Jat ko Jhabrela Kutta (jo poora baalon se dhaka hua hota hai) kaat jata hai aur bhaag jaata hai. Thodi door chalne ke baad Jat ko wohi Jhabrela kutta nazar aata hai, Jat bhai uske aage biscuit ger deta hai to pass main khada baniya bolta hai ki re jaat yo ke isne tereko pada tha arr tu iske aage biscuit ger raya hai.
Jat kehta hai, re baaniye ise to bera koni chalega ki front ke hai arr back ke hai, main to bus is intezaar main hoon ki yo kutta biscuit khaye to iske pichwade par laat maroonga.
----------
sorry jat bhaiyo, haryanvi main haath thoda tang hai par umeed hai ki pasand aaya hoga.