Joke: Kalu kutta Dholu kutta

Status
Not open for further replies.

bsangwan

New member
Ek bar ek kalu kutta tha or ek dholu kutta tha. Kalu kutta to awara tha gliyon main gumta tha jo kuch milta tha kha leta tha, or dholu kutta paltu tha bed par sota tha biscut or dhudh khane main .... moz thi uski.

Ek bar dholu kuttte ne kalu kutte ko apne ghar invite kar diya. Kalu kutta dholu kutte ke ghar aaya uski bhi moz hogi khub khaya or bed par soya, phir subah jab wapis jane laga to socha ki main bhi isko invite kar deta hoon. To phir usne bhi dholu kutte ko invite kar diya.

Dholu kutta pahuch gaya kalu ke pass or paid ke niche bath gaye dono. Jab khane ka time huwa to ghumne lag gaye galiyon main kabhi kisi se gahr ghuste kabhi kisi ke.... koi phookni marta phaenk kar koi lath marta. Dono ad-bhukhe se wapis aakar paid ke niche so gaye.

US ped ke pas nalka tha usme subah roj 4-5 baje pani aata tha. Or nalke upar ladayi bhi khub hoti thi. Us din bhi do birbaniya ki ladayi hogi

Ek boli " hai rand kahsham roi mera basan phodegi ke"
Dusri boli " Tu rand tu US kale kutte na khasam kar le"
Pahali boli " Tera khasam phoz main jara tu karle us kale kute nai khasham"

Kolu kutta hole se uth ke un birbaniya ki taraf ishara kar ke bola apna ko kime jena-jana na aappaan to inhe ne dekh ke ji reh saan.
 
bhai yo to kati gamoli sa tha...gaam mein thuthiyan pe lugaiyan ki ladai ka te ghana karda experience laage se tanne...
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top