Kanjoos Baniya

satyenderdeswal

New member
Ek be ek baniya apna hath katan laag rahya tha chakku te...
te baniyani (Ban ni) akey boli "er yo ke karan lag rahya se"
Baniya bolya " dettol ki shishi foot gayi pagal.kharab ho jyagi jya marey hath katun hun.Lya tu bhi liya tera hath":rock
 
Jat Ki Dukaan:

Ek jaat ne socha ki ye baniye dukaan se kitna kamate hai to kyu na mai bhi ek dukaan khol lu aur usne kapde ki dukaan khol li. Uski dukaan me ek lady saadi kharidne aayi to jaat dikhane laga, ab us aurat ko koi sadi pasand nahi aayi, wo dekhti rahi aur kabhi bolti jyada dark colour hai...kabhi bolti design achha nahi hai kuch aur dikhaiye..aise hote-2 jaat ne dher saari saadiya khol-2 kar dikha di per us lady ko koi pasand nahi aayi aur wo uth kar dukaan se chal di to jaat bola-kya hua bahan ji...aurat boli-achhi nahi lagi muzhe aapki koi saadi..to jaat bola--To ja kaha rahi hai meri amma, ye itni khulva-2 ke ger di, inki tah kya tera bappu karega !

(Jat's can never be good in this profession) :)
 
Back
Top