Mujhe itni bi saza na de,
Mere pyaar ki intiha na le...
Rukh ja eh chaand tham ja jara,
Do ghadi mujhe bi nihar le
Mein tuth kar bikar chali
Meri khak ko yu hawa na de ...
Do bol tujhse sun saku kabhi,
Mein Intezar mein sada rahi...
Tu chal pada mujhse chod kar,
Divar si mein khadi rahi...
Seham, gayi hoo bas is baat se,
kahi mujhko tu bhula na de...
Ye kya kiya tune eh dil bata,
pyaar tune kyu kiya bhla...
kaise kahe ab ye meri juban,
ek baar tho mujhko gale laga...
Khamoshi ki ye aadat kahi,
mujhe bejuban na bana de ...
Mere pyaar ki intiha na le...
Rukh ja eh chaand tham ja jara,
Do ghadi mujhe bi nihar le
Mein tuth kar bikar chali
Meri khak ko yu hawa na de ...
Do bol tujhse sun saku kabhi,
Mein Intezar mein sada rahi...
Tu chal pada mujhse chod kar,
Divar si mein khadi rahi...
Seham, gayi hoo bas is baat se,
kahi mujhko tu bhula na de...
Ye kya kiya tune eh dil bata,
pyaar tune kyu kiya bhla...
kaise kahe ab ye meri juban,
ek baar tho mujhko gale laga...
Khamoshi ki ye aadat kahi,
mujhe bejuban na bana de ...