Khush-hal kaum ko rakhna hai to, tayyar raho balidano ko
Swarth rahit insan kabhi bhi, samjhe na insano ko
Bhagat Singh ka khoon baha to, nam huwa sardaron ka
Izzat pe marne walo ne, Socha nahin kinaron ka
Rakhkhi thi talwar haath mein, dekha nahin mayano ko
SWARTH RAHIT..............................................
Surajmal ne Angrezon se har kabhi na mani thi
Intt ka Badla pathar se de, Rachdi ek kahani thi
Shan se marne wale log kabhi bhi,jhelen hans kar tanno ko
SWARTH RAHIT......................................................
Jat kaum mein kami nahin hai, Disha isse nahi kabhi mil pai
Padhhe likhe kuchh gaddaron ne, inke ghar mein aag lagai
Samay aa gaya gar samjho to, kar lo poore armano ko

Khoon jat ka desh bhagat he, itihass sunaye rojh kahani
Bhatak gai hai kaum hamari, karo nahin tum ab mann-manni
Devender ye samay soch ka,chhoddo sabhi bahano ko
SWARTH RAHIT...................................................