sunitahooda
New member
Sahi kaho so Sir aap...iss nai koye aaj lo naaraj thodi kari hai....kimme bi hai Fake profile to konya ya Anu Aggrawal type
arr samjhdar gail samjhdaar arr Bawlitareddan gail bawlitaredd>>>> Mere ki dhal

Treats almost everyone right
bravo - baat to theek hai Prashant, par ...truth is bitter... kyoon chhori ko naraaz karo so.... likhne do ussko off-topic aur banane do run !Seema said she was banned once. Vo leader hi kya jo kabhi jail mein nahin raha ho...hahaha.
Aur Prashante...tu thodda dhayaan raakhiye...I know 1-2 baar tu bhi 'ban' ho chuka hai. Kade 'off-topic' likhte-likhte tum saare ban na ho jaana. Laage raho daakiyo, jab itne saare mukaddame aur jail jaane se Lalu Prasad Yadav ka kuchh nahin bigdda, to thari ke koyi poonjhadd paadega?
Phir maafi chaahta hoon bhai - thodda jyaada-e likh gaya mein bhi !
.