Making fun of blind and the bald jaise ki unka kasoor hae yeh.
Jo dusroon ke saath
ho sakta hae
woh aapke saath
bhi ho sakta hae
kisse beekasoor ka
majaaq na udaiyee
halat par unke
apna dil na badiyee
ho sakta hae ek din
aapki haath ki lakeeren
palteen aur
aap ho jayeen
adhee aur ganjee
aur unn logoon ke
biradar ban jayeeen
phir geet gayeen
saathi haath badana
hameen jhod kar na jaana