Ek baar Vajpayeeji, Musharaff, Madhuri Dikshit aur Britney Spears train mein jaa rahe the, achanak ek surang aayi aur phir kiss ki awaj followed by a slap ki awaz. Musharaff thinks, Vajpayee ne Britney ya Madhuri ko kiss kiya hoga aur thapad galti se muhjhe lag gaya, madhuri sochti hai Vajpayee ya Musharaff ne Britney ko kiss kiya hoga aur phir thapad laga hoga, Britney sochti hai Vajpayee ya Musharaff ne Madhuri ko kiss kiya hoga aur phir thapad laga hoga, Vajpayeeji thinks Kab doosra tunnel aaye aur main apne haath par kiss kar ke Musharaff ko thapad maarun.
Enjoy....
dinesh
Enjoy....
dinesh