Kuch Qalaam Mohobbat Ke Naam

Status
Not open for further replies.
Thnaks Deepak Bhai for the suggestion.

My personal thinking is that if a person have something in himself he can make his way without any pseudonym. Talent doesn't need any imaginary name but it speaks by itself.

It's just my passion to write poetry and i don't do that for any recognition. :)

Ye zindagi isi tarah pyar mein beet jaaye to aachhaa
Warna naamwalon ko to ye duniyan badnaam karti hai
:) :) :)


UJALE APNI YAADON KE MERE DIL MEIN HE REHNE DO,
NA JAANE KIS PAL ZINDGI KI SHAAM HO JAAYE..........................
 
UJALE APNI YAADON KE MERE DIL MEIN HE REHNE DO,
NA JAANE KIS PAL ZINDGI KI SHAAM HO JAAYE..........................


Ye yaadon ke pal dil mein basa kar rakhna
Ess chahat ko apne seene se lagakar rakhna
Ye duniyan bahut zaalim hai mere humdum
Khud ko inki buri nazaron se bacha kar rakhna
 
le bobo tu keh ri at teri liya 2-4 line likh hi doon..............
DIKO LIKHA TO MAINEI HAI YO PAR CHEPKE LIKHA...:D

JO RAHE SABKE LABON PAR US HANSI KO DHUNDHIYE...
BANT SAKE SABKE GHARON MEIN US KHUSHI KO DHUNDHIYE....


KAAM MUSHKIL HAI PAR KEH RAHI HOON AAPSE..
HO SAKE TO BHEED MEIN SE KOI AADMI DHUNDHIYE.............:)


Apni har muskaan se ye sabke chehre khilaayegi
Baant ke har hanseen pal sabke dil mein bas jaayegi

Apni har mushkil ko asaan ye khud hi karegi
Koi bhi aaye iss nacheez ke liye bas aane ka intezaar karegi

Jo ho gayi fariyaad iski puri kabhi to
Iss duniya ki bheed mein ye sabse khush milegi:) :)
 
Last edited:
Gehra hai bahut ahsaas meri chahat ka,
Tu jo chu de to ek umar mile pyar ko mere.

Ye dua rehti hai har pal khuda sei meri,
Mile Khushiyan jahaan bhar ki mehboob ko mere.

Gharayi iss chhote se dil mein bhi hai
Jo koi dekh sake to dekh le


Khushiyan hi khushiyan hain iske paas
Koi ise ek baar apna ke to dekh le

 
Now here's a song which i sung to someone indirectly.....;) ;)

Mere bhole balam mere pyaare balam
Mera jivan tere bina o mere piya hai vo diya
Jisme tel na ho ke jisme tel na ho
Mera jivan tere bina vo ek baag hai bahaar
Jisse hatkar guzre door door se guzre

O mujhe apna bana le, o bhole apna bana le
Tere kadmo mein mera pyaar mera sansaar meri kismat hai
Mujhe apna bana le, mujhe apna bana le



and now hoping to hear something from that someone like this.......;) :D :D

O meri pyaari Neelu meri bholi re Neelu
Meri maathi re Neelu, Neelu Neelu re Neelu
Meri prem ki nayiya beech bhanwar mein
Gud gud gote khaye tu jhat pat paar laga de

Apni bayiyan gale mein daal banja mere gale ka haar
Jhule prem hindole prem hindole

Mujhe mann mein basa le, pal pal palkon mein chhupa le
Tu jhat pat aake jhat pat mere andhe kuen mein deep jala ke kar de ujaala


this also.....:D :D

Hiding from the rain and snow
Trying to forget but i won't let go
Looking at a crowded street
Listening to my own heartbeat
So many people all around the world
Tell me where do i find someone like you girl

Take me to your heart take me to your soul.....:)
 
Ye yaadon ke pal dil mein basa kar rakhna
Ess chahat ko apne seene se lagakar rakhna
Ye duniyan bahut zaalim hai mere humdum
Khud ko inki buri nazaron se bacha kar rakhna


kabhi aakhon hi aakhon mein kaha maan leta....

Bina bole hi dil ka baat aksar jaan leta hai..........

wo ladta hai jhagadta hai sataata hai kabhi mujhko........

main hansti hoon to dil ke dard ko pehchaan leta hai........
:)
 
kabhi aakhon hi aakhon mein kaha maan leta....

Bina bole hi dil ka baat aksar jaan leta hai..........

wo ladta hai jhagadta hai sataata hai kabhi mujhko........

main hansti hoon to dil ke dard ko pehchaan leta hai........
:)

wah!! swati bahaut accha likhti ho tum bhi....tum sab itna accha likhte ho ki tum sabke shabd mere dil ke taar chhu jaate hain aur dil garden garden ho jata hai :D :D ....kaash jaldi main bhi aisa likhna seekh jaaun
 
kabhi aakhon hi aakhon mein kaha maan leta....

Bina bole hi dil ka baat aksar jaan leta hai..........

wo ladta hai jhagadta hai sataata hai kabhi mujhko........

main hansti hoon to dil ke dard ko pehchaan leta hai........

:)

Umm..

yeh sirf char maheene ka khel hai
yeh sara isq fer ekdam rail hai
wo engine hoga aur aap dibba
bas din bhar kam ki pelam pail hai

hehehhee

RK^2
 
kabhi aakhon hi aakhon mein kaha maan leta....

Bina bole hi dil ka baat aksar jaan leta hai..........

wo ladta hai jhagadta hai sataata hai kabhi mujhko........

main hansti hoon to dil ke dard ko pehchaan leta hai........
:)

Ye ankhen bina kuchh bole sab kah jaati hai
Dil se dil ke ye rishtey bade kareeb hote hain
Hansi mein chhupe hue dard ko pehchan le koi
Jinhe aisa pyar mila woh khushnaseeb hote hain
 
Umm..

yeh sirf char maheene ka khel hai
yeh sara isq fer ekdam rail hai
wo engine hoga aur aap dibba
bas din bhar kam ki pelam pail hai

hehehhee

RK^2

ha ha ha ha ha
sir bahut achaa likha hai:D
 
Hahahahahah RK Sir, Nice one !

Umm..

yeh sirf char maheene ka khel hai
yeh sara isq fer ekdam rail hai
wo engine hoga aur aap dibba
bas din bhar kam ki pelam pail hai

hehehhee

RK^2


Ye engine or dibba yahi zindagi ki kahnai hai
Bado se suni hai aur bachho ko sunaani hai
Ye mohabbat har insaan karta hai zindagi mein
Lekin jo mil gaya usi ke saath zindagi bitaani hai
 
A bit of contribution......

Intezar main hai jo maza vo mulakat main kahan,
Ikrar main hai jo kaza vo bhala israar main kahan,

Bekarar hai koi gar milne ko pardesi sa ban yahan,
Kyon na pardesi ban jaayen kuch der ko hum yahan,

Is terah to na thi koi chhahat kabhi kisi pardesi si,
Bas ek tere saath ki hai aahat aur suhani saanjh si,

Gazab koi na ho jaaye in hansi lamhon se kahin,
Vafa karate na bevafa ho jaayen is terah se kahin,

Khwab ban kar na kho jaaye in andheron mai yahin,
Aao vaada karein ki milain to bas ek dost ki tereh,

Zindagi hai bahut choti jiyenge ise apno ki terah,
Shaan se jeene ka andaaz nas-nas mai hi basa hai,
Itihas hai gavah humne to bas vachan nibhaya hai,
Hum hon ya ho pardesi bas rishton ki hain kahani,
Humne dee gar jubaan to aur baat hain be-maani!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top