katariahce
New member
Mohabbat yahan bikti
Mohabbat yahan bikti hai ishq nilam hota hai
bharose ka katl yahan khule aam hota hai
jamane se thokar mili to chale hum maikhane mein
Aur wahi jamana humein sharabi ka naam sare aam deta hai
Masti Aankhon Me
Masti aankhon me hoti hai..sharaab me nahi…
Bhakti shraddha me hoti hai…shabdon me nahi..
Tu bhi jaan le mere dost…
Dosti dil me hoti hai.. dikhaweme nahi…
Ranjhe Ko Heer Ne
Ranjhe ko heer ne nakam kar diya
Sharabi ko sharab ne badnam kar diya
Ishq ho ya sharab, dono ka asar dekh lo
Ranjhe aur sharabi ka, eksa anjaam kar diya
Hum Bhi Bane Hain Shayar
Hum bhi bane hain shayar hoke ishk me nakam,
Humne bhi kiya hai naam hoke ishk me badnaam,
Pyar me unke hame do niyamate mili,
Ek hath me kalam hai duje hath me hai jaam…………
Hath Mein Jaam Hai
Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi,
Kaise Keh Doon K Aaj Phir Hosh Nahi,
Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein,
Haath Mein Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi…..
Sahrab Dard ki Dawa
Shraab dard ki dawa hai
Peene se koi khraabi nahi
Dil ke dard se peete hain
Waise hum Shraabi nahi…