Kuchh nasha to aapki baat ka hai..
kuchh nasha to dheemi barsaat ka hai..
humein aap yuhin sharaabi na kahiye..
ye dil par asar to aapse mulakat ka hai........
Ek hi duniya mein rehte hai, par mil nahin paate hai,
aapse to aapke khwaab hi achhe hai, jo aankh band karte hi chale aate hai.......
Ye meri talaash ka jurm hai, ya meri wafa ka kasoor hai,
jo dil ke jitne kareeb hai, woh nazar se utna hi door hai....
Rishte to sirf ek ittefaq hai,
ye to dilon ki mulaqaat hai,
ishq nahin dekhta ye din hai ke raat hai,
is mein to sirf wafadaariya aur jazbaat hai..............
Raat chup chaap hai magar chand khamosh nahin,
kaise keh doon aaj fir hosh nahin,
aisa dooba teri aankhon ki gehraai mein, haathmein jaam hai magar pine ka hosh nahin......
Chaho to dil se humein mita dena...
chaho to humein bhula dena..
par yeh waada karo ki aaye jo kabhi yaad hamari..
rona mat sirf muskura dena....
Vehmo Gumah se door door,
Yakeen ki hadd ke pas pas,
Dil ko ye bharam hai,
Ki TUMKO muzse pyaer hai
Khuda aap jaisa dost koi aur naa banaye,
ek hi anmol cheez jo hamare paas hai woh bhi kahin common na ho jaye