Hellow everybody,
Aaj kal rah chalte hue kisi b aadmi se puchho ki kya galat ho raha h is desh me? to koi b aadmi speech de sakta kam se ek ghate ke liye to jarur.phir puchh lo adhikar ke bare me to phir shuru ho jayega koi bhi.sab ko pta h adhikar kya h hamare.Adhikar ke liye kuchh bhi karne ke liye tyyar hai hum police station bhi ja sakte hai upbhokta form hai,court hai.
Par kya koi hamare kartvya kya hai ye bhi bata sakta hai kya?
mai ye prove kar sakta hu ki hum me se bahot se log kabhi bhi nahi sochte hai is bare me.
Or jab sochte hi nahi hai to nibhana to dur ki bat hai.
Ji han mai kah raha hu aap sabhi se jo bhi padh rahe hai mujhe yaha.
Bura mat maniye jo mai batana chahta hu wo bahut hi jaruri hai janna or samjhna sirf hamare liye nahi is desh ke har nagrik ke liye.
or koi bahot badi nahi chhoti chhoti bate hai jinko agar hum follow kare to bahot se hamare desh ki samasyae khatam to shayad nahi par kam jarur ho sakti hai.
agar aap sab response denge do to last me ye sabhi bate bhi aap manenge or dekhenge effects in chhoti chhoti bato ka.
please request hai aap sabhi se ki jo b samajh me aaya ho aap ko wo share kare or bataye kya ho sakti hai ye bate jo hum follow karke desh ke liye kar sakte hai yogdan apni taraf se or in cash kuchh bi pay nahi karna hai hum ko sirf daily routine me hi sudhar karna hai bas.
dhanyawad.
With regards.