Ladkiya Bevkof Hoti Hai

nkumars83

New member
Ek newspaper me chapa"50%" "ladkiya bevkof hoti hai" Is pr ladkiyo ne khub halla machaya.Fir chapa"50% ladkiya bevkuf nahi hoti" tab jakr ladkiya shant hui.:rock​
 
Ek newspaper me chapa"50%" "ladkiya bevkof hoti hai" Is pr ladkiyo ne khub halla machaya.Fir chapa"50% ladkiya bevkuf nahi hoti" tab jakr ladkiya shant hui.:rock​

O my gosh

Sardar = ladkiya ..................aapne to sardaro wala kaam kar dia ladkiyo ke sath
 
PT. TO B NOTED
ladke sirf ladkiyo ko hi nhi
unse juddi har news ka
yaad rakhte hai

hehehhe
dreams of bevkoof gals

n height of curiosty of
boys

lolz
 
PT. TO B NOTED
ladke sirf ladkiyo ko hi nhi
unse juddi har news ka
yaad rakhte hai

hehehhe
dreams of bevkoof gals

n height of curiosty of
boys

lolz
accha ..to kya ladkiya sapne nhi leti ???. wo man hi man main sochti hai aaj wo ladka dekh rha tha kal wo dekhega.............hahaha..........
 
Preeti Ji, ab to aap baal-bachchedaar ho gai hain...aapke bachche bhi bare-bare ho gaye honge...ab aapke pati ke alava kaun aapke sapne leta hoga...?
 
Preeti Ji, ab to aap baal-bachchedaar ho gai hain...
aapke pati ke alava kaun aapke sapne leta hoga...?
omg
"MAIN CHAHTI BHI NHI K MERE HUMDUM K ALAVA KOI MUJHE SOCHE"
VO ek taraf n sari duniya ek taraf
n bade bade bachhe
abi to shadi huyi hai
bachhe honge to bade honge na
lolz
vaise bevkoofo ki kami b nhi is duniya me
kai ladne k liye b sochte hai
n or seeng tudvake b ullu ki tarah dekhte hai
hahaha
bt dere bad luck
dnt comment prsnl upenderji
 
Hmmm...darasal ek baar aapne yaha par ek bachchi ki tasvir lagayi thi...to maine socha shayad aapki beti hogi...vaise to khair aapki baat sahi hai ki dnt comment prsnal...aur aap kahti hain to me karoonga bhi nahi...lekin kabhi aap kisi boycut ladki ki tasvir laga deti hain, to kabhi inki jo ki filhaal lagaai hui hai...choonki is kaaran dekhne vaalon ka dimag chakkar khata hai ki aapko vo boycut vali ladki samjhein ki ye samjhein jo ki filhal tasvir lagayi hui hai...
choonki public forum hai isliye aapka bhi kuch farj banta hai doosron ko chakkar mein nahi dalne ka...kya aap batana chahengi ki vo bachchi ki tasvir kiski thi...vo boycut vali ladki kaun thi...ab ye kinki tasvir hai...ek bar ek husband-wife ki bhi tasvir lagayi thi...ve kaun the? public forum par aise badal-badalkar tasvir lagaayengi to sawaal poochhe ja sakte hain, vaise jawab dena-na dena aap par depend karta hai...sorry if u take it prsnal...just in lighter vein...
 
omg
"MAIN CHAHTI BHI NHI K MERE HUMDUM K ALAVA KOI MUJHE SOCHE"
VO ek taraf n sari duniya ek taraf
n bade bade bachhe
abi to shadi huyi hai
bachhe honge to bade honge na
lolz
vaise bevkoofo ki kami b nhi is duniya me
kai ladne k liye b sochte hai
n or seeng tudvake b ullu ki tarah dekhte hai
hahaha
bt dere bad luck
dnt comment prsnl upenderji

Preeti Ji Apko Pata H Aap Sholay Ki Basnti Se Bhi Kaam Boltee Ho.......
 
Back
Top