language expert in Meham chobisi

Status
Not open for further replies.

p.balhra

New member
ek bar ek language expert haryane mein meham chobisi mein aagya er bolya 'Mujhe saari language aati hein'
tau bolya-'haryanavi nahi sikh sakta'
expert-'dus din mein sikh jaunga'
tau bolya- 'ja ek mahina diya'

ek mahine baad expert aaya aur bolya 'lo sikh aaya'
tau bolya ' thik se to test le lyun'
expert Bolya-'beshak'

tau ne ink li ar farh pe daal di or bolya bata haryanavi mein ke huya

expert bolya' bataun ke syahi khind gi'

tau bolya ' Phhhhel'

tau ne aawaj mari 'o Paapu uhren aa'

paapu aaya aur syahi dhekh ke bolya' yaa kis ki isitisi huyi'

tau to expert' dekya yaa thi aasali haryanavi.

Cheers
pankaj
-----------------------------------------
 
p.balhra said:

Suaad sa aa gaya bhai padhke
 
Bhai Pankaj kati Lath sa gaad diya tanne, tau ne te ek mahina diya main te kahu ak ach acha ne thum saari zindagi dedo pher bhi jo lath hum haranavi gad sake se hor koi nahi gad sakta
 
guhandi bahut badhiya bhai, ar tanne choubishi ka tadka laake aur badhiya bana diya..........good keep it up
 
banarasi Bhaiya in meham

Banarasi Bhaiya's are very well known for their soft speaking skills

Ek bar ek banarasi Bhaiya meham aagya ar bus adde pe utar kai
ek tau pe raah puchan laag gya.

Bhaiya to tau ' tau ji aap ko jara ek taklif dun '

Tau to banarasi --' taklifffff, tun de kai dekh tain bataun meree susare '

-----------------------------------------------------------------------
Cheers
Pankaj
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top