Lets Play Antakshri

Status
Not open for further replies.
Dono ek hi jagah to nahi baithe ho na ? bata do .... :):) :D


Na Phoolon Ke Khilne Se
Na Kaliyon Ke Muskaane Se
Na Koyal Ki Koo Koo Se
Na Bulbul Ke Gaane Se

Badal Gaya Hai Yeh Mausam Aap Ke Aa Jaane Se ​



sabhi ko khudaai ne maara
humein to yaar ki judaai ne maara !!




are saath nahi hain prashant : lekin bhaai behan ki thinking milti hai kaafi ;)
 
surmai aankhio me ek nanha
munha sapna de de re
neendaye ke uddte paachi re aankhio me aaja saathi re..rara ..riri
Dono ek hi jagah to nahi baithe ho na ? bata do .... :):) :D


Na Phoolon Ke Khilne Se
Na Kaliyon Ke Muskaane Se
Na Koyal Ki Koo Koo Se
Na Bulbul Ke Gaane Se

Badal Gaya Hai Yeh Mausam Aap Ke Aa Jaane Se ​
 
Raqs Kar Le Tod De Sab Zanjeeren
Aa Mila Kadam Sajegi Woh Mehfilein
Ho Ho Hain Jahaan Rangeen Zindagi Berangeen Kyon Ho
Lay Pe Dhadkanon Ki Haath Mera Thaamein Jhoom Lo
O Yaara Taaron Ki Tarah Chamkoge Toh
Dekhega Jahaan Ha Taaron Ki Tarah
​


Ok Bhai stisfied :)


sabhi ko khudaai ne maara
humein to yaar ki judaai ne maara !!




are saath nahi hain prashant : lekin bhaai behan ki thinking milti hai kaafi ;)
 
Raqs Kar Le Tod De Sab Zanjeeren​

Aa Mila Kadam Sajegi Woh Mehfilein
Ho Ho Hain Jahaan Rangeen Zindagi Berangeen Kyon Ho
Lay Pe Dhadkanon Ki Haath Mera Thaamein Jhoom Lo
O Yaara Taaron Ki Tarah Chamkoge Toh
Dekhega Jahaan Ha Taaron Ki Tarah​



Ok Bhai stisfied :)

hum tumse na kuch keh paaye
tum humse na kuch keh paaye ....
 
rang aur noor ki baraat kise pesh karoon ?
yeh muraadon ki haseen raat kise pesh karoon ?
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top