lokeshtewathia
New member
This is the letter written by a Hariyaanvi Aunty to her husband who has gone to different place as part of his job.
Read in Typical Jaat's Style..
Ra khasam,
Taney gharan-ne chorey hua 10 dina beet chaaley. Koi chitnhi na bhezzi. Ya-liye pareshaan ho-ke mein hi likhan laag rahi-sun. Waisey hum-sab yahan mauj-se hain. Tu bhi aapna khyaal rakhiyo. Ra terey jaaney ke 10 din ke bheeter hi hum pareshaan se hon lag rahay hain. Pappu ki eschool ki fees jama karaney gayi thi. Mharey to totey hi ur gaye. Ek kambhaqat Belu-Line waaley ne aisey-daba ke break mari, ke abhi talak mera jor-jor hilan laag riya hai. Us-sey to mainey khub gaaliyaan sunai, magar mana thode-hi. Kheta "Ri Tai !! Budhi hon laag rahi, Abhi tak keley ghumney ka shaunq nahin gaya.". Eb main kya baulti usey. Aur ek baat aur sun-ley. Yeh jo buriya hai na teri maan, Bohot haram-khori karan laag rahi hai. Sarey din bimari ka bhana bana ke khaat torti hai. Khaney ke waqt iska sara ji michlana khatam ho jaata hai aur ravan ki tarah khatai hai. Mein to pareshaan ho gai roti banna-banna ke. Tu issey samajha dey nahin to mein issey gharan se karh doongi. Chal eb samajh mein na aan-laag-riya, key likhoon. Ya-liye chithi band karan-laag rahi hoon. Tu aapna khayal rakhiyo. Waisey aan ki jaldi na hai. Apna kaam nibta ke hi aayio.
Tumhari pyari
RoopMati