love sms

vikas tu rehan de........sab bera hai manne,kyun tanne ye isse-2 sher badiya laagen hain...jinki diary bana raakhi hai....hahahahahahah

ni aisi koi baat na hai.........agar aapko pata hai to aap bata do.........
mane to bus yu he badiya lage hain sad songs aur sad shyari islye ek dairy me likh leta hoon jab free hota hoon to padh leta hoon time pass k liye....
ye jaruri ni hota ki jisne sad songs aur shyari badiya lagti hon uski bahu bhajri ho...hehehehehehehhehehehe
 
hahahahahhaha Diary bhi bana rakhi hai k ?????

an dairy bana rakhi hai shyari ki.......jo bhi badiya lage usme likh liya karu...........jab bore hota hoon to padh liya karu........
chennai aate time train me pure raste padhta raha vo dairy badiya time pass hogya...........
 
Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya.........
Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya..........

Sab beeti hui baatein bhula di hum ne.........
Ab Dil main maazi basana chor diya.........

Kaanton se bhar dete hain log daaman.........
Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya.........

Kabhi na maangen ga kisi se bheek Mohabbat ki ye dil.........
Isliye hum ne Pyaar karna hi chor diya...............:(
 
Khushkismat Hain Hum Ke Mili Hai Mohabbat Humein,
Zindagi Ke Safar Mein Aakhir Mili Hai Jannat Humein.

Tanhai Ka Mausam Chhaya Tha Mere Jeevan Pe Kabhi,
Aaj Mausam Ka Rukh Badalne Ki Mili Hai Taaqat Humein.

Taqdeer Mein Apni Kahan Khushi Ka Basera Tha Dost,
Aapke Pyaar Ne Kar Diya Hai Gham Se Rukhsat Humein.

Kehte Hain Ki Khushi Ka Doosra Naam Mohabbat Hai,
Is Khushi Ko Haasil Karne Ki De Dijiye Ijaazat Humein.
 
Kash Khushiyon ki kahin dukan hoti aur hamari wahan pechaan hoti,
aapka har pal khushiyon se bhar dete,
keemat uski chahe maeri jaan hoti...
 
Iss dil ka kaha maano ek kaam kardo,
benaam si mohabbat mere naam kardo,
bas mujh par itna esaan kardo,
kisi din subha milo aur shaam kardo.
 
Meri yehi chaahat thi ki tum hamari zindagi mein aao,
Lekin yeh ho na saka aur ab hum apni takdeer pe rote hain,,,,,,
Neend to nahi aati hai ratoon ko lekin,,,,,,
Phir bhi kabhi khuaboon mein aao isi ummeed se sote hain
 
Inkaar karte hain irrar keliya,
nafrat karte hain pyar keliye,
kya chaal chalte hain ishq ksrne wale,
aankhein band karte hain didar keliye....
 
Har pal ne kaha ek pal se,
pal bhar ke liye aap mere saamne aa jao,
pal bhar ka saath kuch aisa ho,
ki har pal tum hi yaad aao....
 
na priya ji aisa koi rog na laga hai ebe to.............jaat k balak kani ya pyar wali bimari kam e dekha kre............hahahahahhaahhahahahaha
main to bus nu e chepan lagra hoon ki Sudhir bhai ne thread chala di to isne aage tak main e le chalu....k bera jl per kise bhai ki situation gail fitt hoja.....hahahahhahaha


ja tahi kahya kare ... jaat pyaar kare jab bhi iska laagya kare jukr t lath barsaave hai :) hahahaha
 
Ek Din Maine DIL Se Pucha....
" Vaade" or " Yaad " In Mein Kya Farak Hai ????:confused:
Jawab Mila " Vaade " Insaan Todta Hai....:rolleyes:
OR
" Yaadein " Insaan Ko Tod Deti Hain!!!!!:rolleyes:
 
Aansu Ki Bundo Ko Noor Kar Diya....
Tanha Jeene K Liye Majbur Kar Diya,
Ye Kaisa Khel Khela Takdir Ne Mere Sath ????:rolleyes:
Jo Dil K Karib Tha Mere Usko He Mujhse Dur Kar Diya.....!!!!!:(
 
Back
Top