MA English...

  • Thread starter Thread starter pmalhan
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
P

pmalhan

Guest
Kai saal purani baat se, gaam ka ek chhora ne BA Pass kar li Govt College Dujana se, wa bhi compartment tod-tod ke.

Jab pass ho gaya tau, sab kahan laage re chhore aage padh le, er angreji jaroor padhiyo kyunki eib hindi midium alla ne naukri ko na milti. Wo hogya taiyar aage padhan ne er pahunch gaya Rohtak MDU mein. Angreji padhan ke maare ne MA English ka form bhar diya, Midium of instruction mein bhar diya Hindi.

Jab clerk dhore faram jama karwavan laaga tau faram check karti haana usne dekhya hindi midium tau wo bolya re chore MA English Hindi medium mein konya hoti, chhora bolya ji jab BA hindi mein ho saka se tau yo susri MA ke ghanni baadi hove se jo ya koni ho sakti ......
 
bhai ahlawat , ghham pad sauda, kasuta badiya chutakala sai, aar dujana govt. college ka pada hod teh nuuva form bharega , pad lo puunghad.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top