N
nainakhicher
Guest
Yadi tum apni maa k sath apne rishte ko prempurn bana lo to tumhe lagega k puri dharati k sath tumhara sambandh jud gaya he aur tum Dharati mein gehre utar gaye ho.
Isi tarah yadi tum apne Pita k sath apne rishte ko snehpurn bana lo to tum paoge k Aakash k sath tumhara taalmel ho gaya he. Maa aur Pita Dharati aur Aakash k prateek hen.
Aur manushya ek vriksh he jiska astitva Dharati Aur Aakash donon k bina asambhav he.
Maa aur Pita ka sthan duniya mein koi nahi le sakta. Koi nahi.