maa teh maa ye ho se !

Status
Not open for further replies.

dahiyasaab

New member
bhai loga na ram ram
(bhyah = shaadi, bhkhat = samay, tikdi = roti, choa = anger)

dekhe maa ne apna beta sabtey pyara hosey !
per ya baat bete ne bhyah ae pachey bera lagya karey !
teh bhai logo sundu gela bhi wahi bani,
uske bhyah k baad uski maa ustey boli,
dekhe beta mera hardiwar ka man kar raha hai,
woh bola thik se maa tu itni jidh kar ri hai teh chalija,
bhai eb sundu ki maa teh bahu ne smjha k chaligi haridwar,
bhai aglay din roti khaan k bhkhat, sundu teh bahu ne roti de di,
roti dekhtey hi sundu bolya na bhai maa teh maa ye ho se !
bahu boli k baat k hogya ?, sundu pher woh ye k na maa teh maa ye ho se !
bahu aagi choa mein boli jab kymme phuk ae ga mu matha k galti hogi !
sundu bola meri maa roti pe ek chamach nuni ghee dhar k diya karti,
aer tane dedi yeh sukhi tikdi chaban ne, tane kimmey sharam aayi !
bhai logo aeb bahu ne dono roti mudi maar k, beech mein ghee dhar rakhya tha !
sundu ki baat sunte hi usney upparli roti utha li aer boli eb dekh !
bhai sundu ne dekhya bahu ne doh (two) chamach tek rakhaya tha !
dekhtey bolya na re bahu bhi maa ye ho se !
 
Last edited:
ha ha ha ha areeee dahiya chale paad diye mere yaar ..... pet mein bal pad ge hanste hanste ..... bhai viveshan sare kam padenge is khatar .... :D :D
 
dhanyvaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaad !

sab bhai logo ka sarhana karne k liye dhanyvad !
bhai puri kosish kareangey k aap logo k sath bhadiya
rasguley (chatkuley) share kar sake !
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top