J
jat-is-jat
Guest
wah bhai gulia
BHAI GULIA.. BAHUTE BADIA OR SAAF SUTHRA CHUTKALA THA.
AAN DE OR BHI ISE-ISE
guliya said:ek bar jat college me ek jat ne chori pasand aa gayi. Jat ne koshish to bahut ki par bola na paya.
Uska ek dost tha usne jat mei himmat dee aur bola ki "chori ke pas ja excuse me bol aur apne man ki baat bol de"
jat chori ki dhore gaya aur bola "excuse me madam mei aap sei shaadi karna chata hu"
Madam ne bola nahi aur aage chalne lagi.
is par jaat bola" madam excuse me kahe rakhi hai jaogi nahe"
BHAI GULIA.. BAHUTE BADIA OR SAAF SUTHRA CHUTKALA THA.
AAN DE OR BHI ISE-ISE