Master ji

Status
Not open for further replies.

amritameerut01

New member
Master Ji : Bachhon! batao Taj Mahal kisne banwaya?
Bachhe : Nahi pata
Master Ji : achhya batao....Buland Darwaza kisne banwaya tha?
Bachhe : Nahi pata
Master ji (in angry mood): pata kahan se hoga??? kabhi school mein aaoge to pata hoga naa...!!!!
1 Bachha : Master ji !...aapko pata hai Ram lal koun hai?
Master ji : nahi pata
Again that Bachha : Master ji! aapko pata hai Shyam Sunder koun hai?
Master ji : nahi pata
Bcahha: Master ji! pata kahan se hoga??....kabhi ghar par rahoge tab pata hoga naa...!!!!!!
 
shyam sunder ke te beraa naa.....

Amrita jiii... shyam sunder kaa te beraa naa kitt se aajkaall.... per Ram lal aadee ee se... rozz geddaaa maar de sai ek-be to........ cheerzzzzzzzzzzzzzzzz
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top