Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
Nither I know the name of film nor the full lyrics.

Matlabi hai log yahan par
Matlabi zamana . . . .

Socha saya saath dega
magar nikla vo begana

Matlabi hai log yahan par
matlabi zamana . . . . .

If anybody know more about this song then do write it here.
 
Last edited:
Some good pakistani songs I like--

Aaj jaane ki zid na karo - Farida Khanum
Jara chehra to dikao - Zoheb Hassan
Aankhon ko aankhon ne jo sapna dikhaya hai- Junaid Jamshed
Battiyan Bujhaye Rakh Di - Shazia Manzoor
 
really a great song & absolutly wonderful lyrics

Ae jindgi gale laga le -- Sadma


Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi

Hum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
Hum ne bahane se, chhup ke jamane se
palkon ke parde main ghar bhar liya
tera sahara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
tera sahara mil gaya hai jindgi

Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
Hum ne bhi tere har ik gam ko
gale se lagaya hai
Hai na ?
Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi

Chhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Chhota sa saya tha, aakhon main aaya tha,
Humne do boondon se mann bhar liye
Humko kinaara mil gaya hai jindgi
la la lala la la lala la la la
Humko kinaara mil gaya hai jindgi

Ae jindgi gale laga le
Ae jindgi gale laga le
la la lala la la lala la la la
Hain na?
Ae jindgi gale laga le
gale laga le
gale laga le
gale laga le
Ho, gale laga le




Rock on!
Jit
 
Last edited:
Bin Phere Hum Tere

Movie Name - BIN PHERE HUM TERE

Wonderful Wordings ( Which I like)



Saji nhi barat to kya,
aayi na milan ki raat to kya ....
Byah kiya teri yadon se,
Gathbandhan tere wadon se,
Bin phere Hum tere.........
 
ati sundar .....hume bahaut lubhaye aap sabke pasandida gaane:D ...lekin ek Mahendra aur dusre Prashant waale gaane nahin sune hue....

ab meri choices kuch iss prakar hain...

Andekha anjana sa
Pagla sa deewana sa
Jaane wo kaisa hoga re
Ooo chori se chupke chupke
Baitha hai dil mein chhupke
Jaane wo kaisa hoga re

Mukhda piya ka dekh ke
Chanchal mann lahra gaya
Aankhon se usne baat ki
Sara badan sharma gaya
Ni main ki karan
Mere piya se ulajh gaye nain ve
Mere piya se ulajh gaye nain

Hawa mein udta jaaye
Mera laal dupatta malmal ka
Thumak thumak lahraye
Mera laal dupatta malmal ka

Oonchi neechi hai dagariya
Patli hai mori kamariya
Zara dheere chalo ji
O balam dheere chalo ji
Paanv mora komal hai kaanta chhube re
Chunri sambhalun to kangana fase re

Kessariya hai roop mharo
Chamchamave re
Paiyan mein hain ghungroo nyaro
chhamchhamve re
Aankhin mein to prem tharo
Jhilmilave re
O mhare balma naa chhero naa
Kahe panghat pe tu peeche aave
Kahe matki nisana banave
Na tu kar hosiyari
De dungi gaari
Manne deve kyun tu jhatka
Kessariya hai roop.....

Mera sajnaa leke doli aayega
Aur mujhko apne ghar le jaayega
Phoolon ka sehra, sehre mein chehra
Saajan ka chehra
Chehre ka hoga rang sunehra
Hoga kuch sharmila wo
Lekin chhailchhabila wo
Thoda anaadi thoda khiladi
Lekin wo mujhse dil haar jaayega:D
Mera sajnaa......

Filhaal saare gaane kaalpanik hain......:D
 
A song from my all time fav. movie DDLJ

Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya


Ho gaya hai tujhko to pyaar sajnaa
Laakh kar le tu inkaar sajnaa


Dildaar sajnaa, hai ye pyaar sajnaa
AAAAAA OOOOOOOO

Dekha na tune mud ke bhi peeche
Kuchh der to main ruka tha
Jab dil ne tujhko rokna chaha
Door tu jaa chuka tha
Hua kya, na jana
Ye dil kyun deewana
Ho gaya hai.....


Ae waqt ruk jaa thum ja thahar jaa
Waapas zara daud peeche

Main chhod aayi khud ko jahan se
Wo maud rah gaya peeche
Kahan main, kahan tu
Ye kaisa hai jadoo
Arrey ho gaya hai.........
 
one of my most fav song ..................

Tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu.......

Chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko
tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko........

In saanso ka dekho tum paagalpan ke
aaye nahi inhe chain
mujhase ye boli main raahon mein teri
apne bichhaa du ye nain
in uunche pahaadon se jaan de dunga main
gar tum naa aai kahi
tum udhar jaan ummeed meri jo todo
idhar ye jahaan chhodu main
maut aur, zindagi, tere haathon mein de diya re........

Aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
toda re, toda re, har bandhan ko pyar ke liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhamein sama jaau main
dil re dil re, teri saanson mein bas jaau main..........

Chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
yaa phir aisaa kar, dharati se milaa de mujhko
tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko

Aa ......
Sau baar bulaaye main sau baar aaun,
ik baar jo dil diya
ik aankh roye to duji bolo,
soyegi kaise bhala,
in pyaar ki raahon mein patthar hain kitane
un sab ko he paar kiya
ik nadi hu main chaahat bhari aaj milne
saagar ko aayi yahaan
sajnaa, sajnaa, aaj aansu bhi meethe lage

Tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu

Pal pal pal pal waqt to bitaa jaaye re
zaraa bol zaraa bol waqt se ke vo tham jaaye re
aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhamein samaa jaau main..............
 
song frm heart....................................

Mitwa from KABHI ALVIDA NA KEHNA.
jaaniye heeriye
jaaniye heeriye
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu

jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
mitwa kahe dhadkan hain tujhse pyar
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

jeevan dagar mein prem nagar mein - 2
aaya nazar mein jab se koi hain
tu sochta hain tu puchata hain
jiski kami thi kya yeh wohi hain
haa yeh wohi hain - 2
tu ek pyasa aur yeh nadi hain
kaahe nahi isko tu khulke bataye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

teri nigaahen pa gayi rahein
par tu yeh soche jaaun na jaaun
yeh zindagi jo hai naachti toh
kyon bediyon mein hai tere paanv
preet ki dhun par naach le paagal
udta agar hai udne de aanchal
kaahe koi apne ko aaise tarsaaye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
mitwa...
 
Tujhe dekh dekh sona -2tujhe dekh kar hai jagna
maine ye jindgani sang tere bitani
tujheme basi hai mere jan haye
jiya dhadak dhadak jaye........-2

kab se hai mere dil main arma kai gai har peher
inko tu sunle aja chahat ke rang chadhaja-2
kehna kabhi to mera man haye
jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaye-2

lagta hai ye kyon mujhe sadiyon se chahon tujhe-2
mere sapno main ake apna mujhko banake-2
mujh par tu kar ehsan hai
jiya dhadak dhadak jiya dhadak jaye-2

tujhe dekh dekh sona tujhe dekh kar hai jagna
maine ye jindgani sang tere bitani
tujhme basi hai mere jan haye
jiya dhadak dhadak jiya dhadak jaye...........
 
chhoDo na mujhe yuN beqaraar saa
kar bhi do izhaar tum apne pyaar kaa
tumhaare dil ki hai ye manzil meraa deevaanaa dil
bolo tum bolo..
ho.. o, ho.. o

kar doge inkaar, to jee na paayeNge
jo kar doge iqraar, to mar hi jaayeNge
tumhaare dil ki hai ye manzil meraa deevaanaa dil
bolo tum bolo
ho.. o, ho.. o, Yeah

itne paraaye jo ho tum, pahle kabhi bhi na the
mere jahaaN mein GhamoN ki, ho
tum to vajah hi nahin the
dil se mere tum Khud ko nikaalo
yaa phir mujhe hi apnaa banaa lo
bolo tum bolo
ho.. o, ho.. o

khoyee khoyee zindagi ki
raahoN mein ab aa bhi jaao
jo tum nahin aanaa chaaho, mujhko hi paas bulaao
kab tak jiyeNge aise bataao
mujhko nahin tum aazmaao
bolo tum bolo
o o.., ho o..

chhoDo na mujhe yuN beqaraar saa
chhoDo na mujhe, huN..
kar bhi do izhaar tum apne pyaar kaa
tumhaare dil ki hai ye manzil meraa deevaanaa dil
bolo tum bolo..
ho.. o, ho.. o -2 :)
 
Aate Jaate, Hanste Gaate
Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar
Woh Pehli Nazar, Halka Sa Asar
Karta Hai Kyun Is Dil Ko Bekaraar?
Ruk Ke Chalna, Chalke Rukna
Na Jaane Tumhe Hai Kiska Intezaar?

Tera Woh Yakin Kahin Main To Nahin
Lagta Hai Yehi Kyon Mujhko Baar Baar?
Yehi Sach Hai, Shayad Maine Pyar Kiya

Aate Jaate, Hanste Gaate
Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar
Hothon Ki Kali, Kuch Aur Khili
Yeh Dil Pe Hua Hai Kiska Ikhtiyaar
Tum Kaun Ho? Batla To Do
Kyun Karne Lagi Maein Tum Pe Aitbaar
Khamosh Rahun Ya Main Keh Doon
Ya Karlu Maein Chupke Se Yeh Sweekar?
Yehi Sach Hai, Shayad Maine Pyar Kiya
Haan Haan Tum Se, Maine Pyar Kiya
 
one more fav. song

Anjaani raahen hain
Anjaane manzil
Jaane kahan kal ko le jaaye ye dil
Kis maud par kismat mile chehre par chahat liye
Chal diya chal diye zindagi ko gale se lagane
Chal chal diye na socha na samjha na poocha na
Bas chal diye


Dekha to nahin magar khwabon mein usi ki parchhai hai
Wo hai khusboo ke jo mahaki hawa le aayi hai
Nikle hain aaj kadam ye jahan bhar ke armaan liye
Chal diye chal diye......


Aata jo nahin nazar chehra wahi hai inn aankhon mein
Paas wo nahin magar saath hai wahi inn raahon mein
Kahin to mera humsafar hai usse dhoondne ke liye
Chal diye chal diye.........
 


whatta touchin lyrics n music this song got!!! >>


Yeh hai meri Kahani -- Zinda
yeh hai meri kahani
khamosh zindagani
sannata keh raha hai
kyun zulm seh raha hai

ek dastaan purani
tanhayi ki zubani
her zakham khil raha hai
kuch mujh se keh raha hai

chubtay kantay yadoon ke daaman say chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mai zinda hoon

bass yeh meri kahani
benishaan nishaani
ek darr beh raha hai
kuch mujh se keh raha hai

chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon

(john's Part)..

bajay pyaar ki shabnum mere gulistaan mein
baraste rehte hain har simt maut ke saye
siyahiyon se ulajh padti hain meri aankhein
koi nahi .. koi bhi nahi jo batlaye
kitni der ujalon ki raah dekhe
koi nahi hai koi bhi nahi
na pass na durr
yeh pyaar hai
dil ki dharkan
apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai
zindagi hai jo jiye jaati hai
khoon k ghoont peay jaati hai
khwaab aankhon se siye jaati hai

ab na koi paas hai
phir bhi ehsaas hai
sihaeeyon mai uljhi padi
jeene ki ek aas hai
yadoon ka jungle yeh dil
kaanton se jal thal yeh dil

chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon.


Rock on
Jit
 
all the songs of movie salaam-e-ishq are my fav.

Pyaar hai ya sajaa
Ae mere dil bata
Tutta kyun nahin
Dard ka silsila
Iss pyaar mein hon
Kaise kaise imtihaan
Ye pyaar likhe
Kaisi kaisi dastaan
Ya rabba...

De de koi jaan bhi agar
Dilbar dilbar pe ho na ho na koi asar
Kaisa hai pal wafa ki manzil ka
Na hai koi hal dilon ki mushkil ka
Dhadkan dhadkan bikhri ranjishein
Saansein saansein tuti bandishein
Kahin to har lamha hothon pe fariyaad hai
Kisi ki duniya chahat mein barbaad hai
Ya rabba .....

Koi na sune sisakti aanhon ko
Koi na gale tadapti baanhon ko
Aadhi aadhi puri khwaishein
Tuti futi sab farmashiyein
Kahin shaq hai kahin nafrat ki deewar hai
Kahin jeet mein bhi shaamil pal pal haar hai
Ya rabba ....
 
Ohh its one of my very favs

Aate Jaate, Hanste Gaate
Socha Tha Maine Man Mein Kai Baar
Woh Pehli Nazar, Halka Sa Asar
Karta Hai Kyun Is Dil Ko Bekaraar?
Ruk Ke Chalna, Chalke Rukna
Na Jaane Tumhe Hai Kiska Intezaar?

Tera Woh Yakin Kahin Main To Nahin
Lagta Hai Yehi Kyon Mujhko Baar Baar?
Yehi Sach Hai, Shayad Maine Pyar Kiya

One more v b'ful song... perhaps not included yet...

Kuch Na Kaho...Kuch Bhi Na Kaho...
Kya Kehna Hai, Kya Sun na Hai,
Mujhko Pata hai,,, Tumko Pata Hai,,
Samay Ka Ye Pal Tham sa Gaya hai,,,
Aur Is Pal Mein Koi Nahin Hai,,
Bas Ek Tum Ho, Bas Ek Main Hun..........
 
One more v b'ful song... perhaps not included yet...

Kuch Na Kaho...Kuch Bhi Na Kaho...
Kya Kehna Hai, Kya Sun na Hai,
Mujhko Pata hai,,, Tumko Pata Hai,,
Samay Ka Ye Pal Tham sa Gaya hai,,,
Aur Is Pal Mein Koi Nahin Hai,,
Bas Ek Tum Ho, Bas Ek Main Hun..........

all the songs of this movie are sweet and soothing...thanks for sharing this best choice :)
 
One more from Rudaali

samay o dhiire chalo
bujh gai raah se chhaanv
duur hai duur hai pi ka gaanv
dhiire chalo dhiire chalo

ji ko bahala liya
tuune aas niraash ka khel kiya - 2
chaar dinon mein koi jiya na jiya - 2
zahar ye saans ka piya na piya - 2

ye hava sab le gai
kaaravaan ke nishaan bhi uda le gai
udati havaaon vaale milenge kahaan - 2
koi bata do mere piya ka nishaan - 2

samay o dhiire chalo
bujh gai raah se chhaanv
duur hai, duur hai pi ka gaanv
dhiire chalo dhiire chalo
 
Nice one from :: Anwar

Tose nainaa laage - 2
Tose nainaa laage piyaa savren nahi basamein ab ye jiyaa savren - 2
Muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2
Tose nainaa laage mili roshani tose man jo laagaa mili jindagi - 2
Muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2

Muhobbat ki hai daasataa jindagi muhobbat naa ho to kahaa jindagi - 2
Muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2
Tose nainaa laage

Shamaa ko pighalane kaa armaan kyun hai
Patangeko jalane kaa aramaan kyun hai
Isi shauk kaa imtihaan jindagi hai - 2

Muhobbat jise baksh de jindagaani
Nahi maut par khatm usaki kahaani

Kaise jiyaa jaaye - 3 ishq bin
Nahi koi insaan muhobbat se khaali
Har ek ruh pyaasi har ek dil savaani
Muhobbat jahaan hai wahaa jindagi hai
Muhobbat naa ho to kahaa jindagi hai
Tose nainaa laage mili roshani tose man jo laaga mili zindagi-2


Muhobbat jise baksh de jindagaani
Nahi maut par khatm usaki kahaani
 
Tose nainaa laage - 2
Tose nainaa laage piyaa savren nahi basamein ab ye jiyaa savren - 2
Muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2
Tose nainaa laage mili roshani tose man jo laagaa mili jindagi - 2
Muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2

Muhobbat ki hai daasataa jindagi muhobbat naa ho to kahaa jindagi - 2
Muhobbat to ek jaavedaa jindagi hai - 2
Tose nainaa laage

Shamaa ko pighalane kaa armaan kyun hai
Patangeko jalane kaa aramaan kyun hai
Isi shauk kaa imtihaan jindagi hai - 2

Muhobbat jise baksh de jindagaani
Nahi maut par khatm usaki kahaani

Kaise jiyaa jaaye - 3 ishq bin
Nahi koi insaan muhobbat se khaali
Har ek ruh pyaasi har ek dil savaani
Muhobbat jahaan hai wahaa jindagi hai
Muhobbat naa ho to kahaa jindagi hai
Tose nainaa laage mili roshani tose man jo laaga mili zindagi-2


Muhobbat jise baksh de jindagaani
Nahi maut par khatm usaki kahaani

bhoot achaa geet kaha se laya hai bhai mahendra...........
lagar rahe yo hee..........:confused:

netra......
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top