Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
mujhe beintaha pasand hai ye song................

maine dil se kaha dhundh lana khushi
nasamajh laya gham to ye gham hi sahi.

bechara kaha janta hai
khalish hai ye kya khala hai
shahar bhar ki khushi se
ye dard mera bala hai
jasn ye raz na aye
maja to bas gham me aya hai.

kabhi hai ishq ka ujala
kabhi hai maut ka andhera
batao kaun bhesh hoga
mai jogi banu ya lutera
kai chehre hai is dil ke
na jane kaun sa mera

hazaro aise fasle the
jo tay karne chale the
rahe magar chal padi the
aur peeche hum reh gaye the
kadam do char chal paye
ki ye the tere man ke.
 
lahron ki tarhran yaaden dil se takraati hain, toofann uthathi hain......
 
Last edited by a moderator:
Jaan-e-mann movie:
Sonu Nigam at his best (ok.. fine. One of the best)


sau dard hain,sau rahatein
sab mila dilnashin
ek tuhi nahiee

rukhi rukhi si yeh hawa
aur sukhe patte ki tarah
shehar ki,sadko pe main
lawaris, udta hua
sau raste
par teri rah nahiee

sau dard hain,sau rahatein
sab mila dilnashin
ek tuhi nahiee

behta hain paani, behne de
waqt ko yuhi, rehne de
dariya ne karwat li hai toh
saahilon ko sehne de
sau hasratein
par tera ghum nahiee

sau dard hain,sau rahatein
sab mila dilnashin
ek tuhi nahiee
 
Best of choices (everybody's)

Beautiful and soothing kind shared by all :)

and thanks to Jyoti dear, for writing the missing stanza (2nd) of song....maine dil se kaha :)

the below posted lyrics are from Abhijit's private album...

kabhi mausam hua resham
kanhi baarish hui rim-jhim
mujhe tum yaad aaye

kahin koyal ki coo-coo se
kahin payal ki chham-chham se
mujhe tum yaad aaye

wo saundhi saundhi khusbu bhi
unn chanchal chittwan adaon ki
fagun ki dheemi hawaein bhi
baatein tumhari karein
dewaana dil hua gumsum
mujhe tum yaad aaye

ye panghat sune sune hain
wo khaali khaali jhule hain
lehrata sagar kinaara
tum bin adhura lage
lehar kadmon se takraye
mujhe tum yaad aaye
 
Beautiful and soothing kind shared by all :)

and thanks to Jyoti dear, for writing the missing stanza (2nd) of song....maine dil se kaha :)

the below posted lyrics are from Abhijit's private album...

kabhi mausam hua resham
kanhi baarish hui rim-jhim
mujhe tum yaad aaye

kahin koyal ki coo-coo se
kahin payal ki chham-chham se
mujhe tum yaad aaye

wo saundhi saundhi khusbu bhi
unn chanchal chittwan adaon ki
fagun ki dheemi hawaein bhi
baatein tumhari karein
dewaana dil hua gumsum
mujhe tum yaad aaye

ye panghat sune sune hain
wo khaali khaali jhule hain
lehrata sagar kinaara
tum bin adhura lage
lehar kadmon se takraye
mujhe tum yaad aaye

kabhi yaadon mein aaon
kabhi khwaabon mein aaon
teri palkon ke saaye
mein aakar jhilmilaaon
main woh khushboo nahi jo
hawaa mein kho jaaon ....



was also very decent!
 
Most romantic song

This is the song which i don't know from which movie it is but feels that such a beautiful voice of lady singer is of Alka Yagnik.....this is one of the most romantic kind i find and its best when enjoyed with ball dance.

Ek din aap yun humko mil jaayenge
Phool hi phool rahon mein khil jaayenge
Maine socha na tha


Ek din zindagi itni hogi hansi
Jhoomega asmaan gaayegi ye zameen
Maine socha na tha


Dil ki daali pe kaliyan si khilne lagi
Jab nighein nighaon se milne lagi
Ek din iss tarah hosh kho jaayenge
Paas aaye to madhosh ho jaayenge
Maine socha na tha


Jagmagati hui jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki baraat hai
Ek din dil ki raahon mein apne liye
Jal uthenge mohabbat ke itne diye
Maine socha na tha


:)


 
One of Most Wonderful Songs of the Times... :)

Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan...
chhod aaye hum wo galiyan...
Jahan Tere Pairon Ke Kawal Gira Karte Thay
Hanse To Do Gaalon Mein Bhanvar Pada Karte Thay
Teri Kamar Ke Bal Pe Nadi Muda Karti Thi
Hansi Teri Sun Sunke Phasal Paka Karti Thi
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..

O Jahan Teri Aedi Se Dhoop Uda Karti Thi
Suna Hai Us Chaukhat Pe Ab Shaam Raha Karti Hai
Laton Se Uljhi Lipti Ek Raat Hua Karti Thi
Kabhi Kabhi Takiya Pe Vo Bhi Mila Karti Thi
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..

Dil Dard Ka Tukda Hai Patthar Ki Dali Si Hai
Ek Andha Kuan Hai Ya Ak Band Gali Si Hai
Ek Chhota Sa Lamha Hai Jo Khatm Nahin Hota
Main Laakh Jalata Hoon Ye Bhasm Nahin Hota
Ye Bhasm Nahin Hota
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..
Chhod Aaye Hum Wo Galiyaan..
 
Last edited:
Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho
Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho

Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par
Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho

Ban Jayenge Zehar Peete Peete
Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho

Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai
Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho

Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar
Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho


Tum Itna Jo..........

ye song mere dil ke kafi kareeb hai................
 
mere waala chura liya tumne ;) ....aur ye last wala kaafi accha hai...piya basanti ray kahe sataye aaja :d :)

भाई बंद करो इस सिलसिले को
यो गाना बजाना जाट जाती का काम ना सै
 
I do have a feeling that I have posted this earlier ! Sorry if that is the case:

unki julfein unke chehre se hata sakta nahi
dil ki betaabi kisi soorat chupa sakta nahi
kitni dilkash hai mohabbat ki jawaan majbooriyaan
saamne manjil hai aur kadam badha sakta nahi


meri jindagi mein aate
to kuch aur baat hoti
to kuch aur baat hoti ....

yeh naseeb jagmagaate
to kuch aur baat hoti ....

kai baar mil chuki hain
yeh haseen haseen nigaahein
wohi bekaraariyaan hain
na mili khushi ki raahein
mere dil se dil milaate
to kuch aur baat hoti ......


mujhe kya garaj kisi se
hase fool ya sitaare
hai meri najar mein feeke
yeh jawaan jawaan najaare
agar aap muskuraate
to kuch aur baat hoti ....


yeh khushi rahe salaamat
yuhin jashn ho suhaana
jise sun rahi hai duniya
mere dil ka hai taraana
mere saath tum bhi gaate
to kuch aur baat hoti .....

:)
 
The movie is Yesboss.


This is the song which i don't know from which movie it is but feels that such a beautiful voice of lady singer is of Alka Yagnik.....this is one of the most romantic kind i find and its best when enjoyed with ball dance.

Ek din aap yun humko mil jaayenge
Phool hi phool rahon mein khil jaayenge
Maine socha na tha


Ek din zindagi itni hogi hansi
Jhoomega asmaan gaayegi ye zameen
Maine socha na tha


Dil ki daali pe kaliyan si khilne lagi
Jab nighein nighaon se milne lagi
Ek din iss tarah hosh kho jaayenge
Paas aaye to madhosh ho jaayenge
Maine socha na tha


Jagmagati hui jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki baraat hai
Ek din dil ki raahon mein apne liye
Jal uthenge mohabbat ke itne diye
Maine socha na tha


:)


 
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan...
chhod aaye hum wo galiyan...
Jahan Tere Pairon Ke Kawal Gira Karte Thay
Hanse To Do Gaalon Mein Bhanvar Pada Karte Thay
Teri Kamar Ke Bal Pe Nadi Muda Karti Thi
Hansi Teri Sun Sunke Phasal Paka Karti Thi
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..

O Jahan Teri Aedi Se Dhoop Uda Karti Thi
Suna Hai Us Chaukhat Pe Ab Shaam Raha Karti Hai
Laton Se Uljhi Lipti Ek Raat Hua Karti Thi
Kabhi Kabhi Takiya Pe Vo Bhi Mila Karti Thi
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..

Dil Dard Ka Tukda Hai Patthar Ki Dali Si Hai
Ek Andha Kuan Hai Ya Ak Band Gali Si Hai
Ek Chhota Sa Lamha Hai Jo Khatm Nahin Hota
Main Laakh Jalata Hoon Ye Bhasm Nahin Hota
Ye Bhasm Nahin Hota
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..
Chhod Aaye Hum Wo Galiyaan..


I love this one ... also chappa chappa charkha chale from same movie(Maachis)
 
भाई बंद करो इस सिलसिले को
यो गाना बजाना जाट जाती का काम ना सै

Mr. Hooda, gana-bajana kisi particular community ka copyright nahin hai....aur fir hum to dance pratiyogita mein bhi hissa lete hain to show what our culture is :).....don't know about others, but i never left behind in any singing or dancing performane (baaki pradarshan kitna badhiya raha ye dekhne/sunne waale ko pata :D).....bas bajane mein thora peeche rah gayi.....wo bhi kisi na kisi din seekh hi lungi (taanpura ya tabla :D)

anyways, all others pls keep sharing....rest, no boundations for those who got bored with this :)

thanks to Poonam M'am and Brahm Sir for telling the movie's name....the song from heera-panna is also one good kind

the song from movie Maachis is really pleasing (lyrics posted by Dr. Rathee)

even sweet and enjoyable is the Ghazal....tum itna jo muskura rahe ho (Jyoti's posting)

and Anil's choice is also good.....(this time i won't ask for the movie's name as i learned to search the right link on my own....the way u told me earlier :))


Regards
Neelam
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top