Ohhhh this is wonderful gazal...
Absolute marvel from Ghulam Ali.
Absolute marvel from Ghulam Ali.
Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Sirf Ek Bar Mulakat Ka Mouka De De
Meri Manzal Hai Kahan, Mera Thikana Hai Kahan
Subah Tak Tujh Se Bichhad Kar Mujhe Jana Hai Kahan
Sochane Kay Liye Ek Raat Ka Mouka De De
Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah
Apni Aankhoon Mein Chhupa Rakkhe Hain Jugnoo Maine
Apni Palkoon Pe Saja Rakhe Hain Aansoo Maine
Meri Aankhoon Ko Bhi Barsat Ka Mouka De De