Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
(naa jee bhar k dekha na kuch baat ki
badi aarzoo thi mulaqat ki )-2
kai saal se kuch khabar hi nahi -2
kaha din guzara kaha raat ki...
(naa jee bhar k dekha na kuch baat ki
badi aarzoo thi mulaqat ki)-2
ujaalo ki paria nahane lagi-2
nadi gungunai khayalaat ki...
(naa jee bhar k dekha na kuch baat ki
badi aarzoo thi mulaqat ki )-2
mein chup ha to chalti hawa ruk gai-2
jubaa sab samajhte hai jazbaat ki...
(naa jee bhar k dekha na kuch baat ki
badi aarzoo thi mulaqat ki )-2
sitaron ko shayad khabar hi nhi-2
musafir ne jaane kaha raat ki
(naa jee bhar k dekha na kuch baat ki
badi aarzoo thi mulaqat ki )-2

:)
 
anjani raho mein- lucky ali

Anjani Rahon Mein Tu Kya Dhoondta Phire...
Door Jisko Samjha Who To Paas Hai Tere...
Saans Mein Hawa...Jaan Mein Zameen...
Dil Mein Khulaa Aasmaa..
Pyaar Hai Khuda, Pyaar Hai Khushi.
Pyaar Se Hai Dono Jahan...
Tera Ye Aashiyana ..
Mera Bhi Aashiyana ..

O Anjani Rahon Mein Phir Kya Dhoondta Phire...
Door Jisko Samjha Who To Paas Hai Tere...
Ghoomta Raha... Door Tu Kahin...
Udate Baadlon... Ki Tarah...
Kahin Se Tujhe..Aai Hai Sada..
Lot Ke Aa Ab Jara...
Tera Ye Aashiyana ..
Mera Bhi Aashiyana ..

Woh Jhilmilati Aakhein ... Bholi Si Ada...
Who Dheere Dheere Chal Ke Lehrati Hawaaein...
Hamkon Le Jaaye Wahan...
Jahan Ho Ghar Apna..
Teri Yaadon Mein Paaya Hai
Aaj Toh... Milne Ka Din Hai Aaya Aaya...

Saans Mein Hawa... Jaan Mein Zameen...
Dil Mein Khulaa Aasmaa....
Pyaar Hai Khuda Pyaar Hai Khushi
Pyaar Se Hai Dono Jahan...
Tera Ye Aashiyana ...
Mera Bhi Aashiyana....

Anjani Rahon Mein Tu Kya Dhoondhanta Phire...
Door Jisko Samjha Who To Paas Hai Tere..


:)
 

Yaaron by KK, very sweet, soulful n touchin no [/B]

Jit

One of my favourite too..

And one another great song from Euphoria - Mae Ri
http://www.youtube.com/watch?v=7E1xbX-QSGY

A soulful Bhajan - Vaishnava Janato
वैष्णव जन तो तेने कहिये जे [One who is a vaishnav]
पीड़ पराई जाने रे [Knows the pain of others]
पर-दुख्खे उपकार करे तोये [Does good to others, esp. to those ones who are in misery]
मन अभिमान ना आने रे [Does not let pride enter his mind]
http://www.youtube.com/watch?v=p2qeHKVqh2w

Instrumental Version (beautiful) : http://www.youtube.com/watch?v=dek9eCba5Cc
 
mujhe raat din -sonu nigam

Mujhe raat din bas mujhe chahti ho..
Mujhe raat din bas mujhe chahti ho..
Kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
Haan karu kya mujhe tum batati nhi ho
Chupati ho mujhse ye tumhari khata hai
Haan mujhe raat din bas mujhe chahti ho...

Meri bekarari ko had se badha naa
Tumhe khoob aata hai baatein banana
Nighaein mila ke yun mera chain lena
Sataa ke mohabbat mein yun dard dena
Mujhe dekh ke aise palkein jhukana
Shararat nhi hai to phir aur kya hai
Haan mujhe raat din bas mujhe chahti ho...

Tumhe neend aayegi ab naa mere bin
Mujhe hai yakeen aisa aayega eik din
Khuli teri jhulfo mein soya rahunga
Tere hi khayaalo me khoya rahunga
Kabhi gaur se meri aankhon me dekho
Meri jaan tumhara hi chehra chupa hai...

Mujhe raat din bas mujhe chahti ho..
Kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
Haan karu kya mujhe tum batati nhi ho
Chupati ho mujhse ye tumhari khata hai
Haan mujhe raat din bas mujhe chahti ho ...

:):)
 
One really Beauiful Oldie from the movie 'Chhoti si Baat' ...song is 'Na Jaane Kyun' sung by Great Lata ji!! Very Sweet, Very Serene, very touching, very True timeless classy song indeed!! :):):)


Na Jaane Kyun - Lata

Na Jaane Kyun, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath
Achaanak Yeh Mann, Kisike Jaane Ke Baad
Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat
Na Jaane Kyun ...

Jo Anjaan Pal, Dhal Gaye Kal, Aaj Woh
Rang Badal Badal, Mann Ko Machal Machal
Rahen Hai Chal, Na Jaane Kyun Woh Anjaan Pal
Saje Bhi Na Mere, Naino Mein
Toote Re Hai Re Sapno Ke Mahal
Na Jaane Kyun ...

Wohi Hai Dagar, Wohi Hai Safar
Hai Nahin Saath Mere Magar Ab Mera Humsafar
Idhar Udhar Dhoonde Nazar Wohi Hai Dagar
Kahan Gayi Shaamein, Madhbhari
Woh Mere, Mere Woh Din Gaye Kidhar
Na Jaane Kyun ...


http://www.youtube.com/watch?v=Vy2agUjNLpY


Rock on
Jit
 
Play it play it till your fingers get bleed !!

Love to play this song on Guitar at anytime anywhere !!!

For those who play Guitars !!!

Yeh hai Meri Kahani from Strings !!

Lemmi tell you how to place your fingers ... on the chords.

e-----------------6------------------------1----------|
b--------------4-----5--------------------------------|
g-----------5-------------------------2-------2-------|5 times
d--------5-------------------------3------------------|
a-----3-------------------------3---------------------|
e---------------------------1-------------------------|


CHORDS USED:

Csus2--- X35533(for a better tone) or x355xx
Fmaj --- 133211

Chorous:

Csus2--- X35533 or x355xx
Ex---- x68866
Fmaj --- 133211

Bridge:

Ex---- x68866
Csus2--- X35533
Gmin-----355333
Fmaj --- 133211
Csus2--- X35533

Here we go and the Song start !!

Csus2----------Fmaj
yeh hai meri kahani
Csus2----------Fmaj
khamosh zindigani
Csus2 -----------Fmaj
sannata keh raha hai
Csus2--------------Fmaj
kyun zulm seh raha hai

Csus2-----------------Ex--------Fmaj--------Csus2....
chubte kante yadoon ke daaman say chunta hoon

Csus2----------Ex--Fmaj--------------Csus2....
girti deewaron ke aanchal mai zinda hoon

Ex--------------Csus2
ab na koi passs hai
Gmin------------Fmaj
phir bhi ahsas hai
Ex-------------- Csus2
yahiaon mai uljhi pari
Gmin------------- Fmaj
jeenay ki aik aas hai
Ex------------------- Csus2
yadoon ka jangal yeh dil
Fmaj----------------- Csus2
kanton say jal thal yeh dil

And the Lyrics !!

yeh hai meri kahani
khamosh zindagani
sanata keh raha hai
kioun zulm seh raha hai
ik dastan purani
tanhai ki zubani
har zakhm khil raha hai
kuch mujh se keh raha hai

chubtay kaante yadon ke
daman se chunta hoon
girti deewaron ke
aanchal mein
zinda hoon

bas yeh hai meri kahani
benishaan nishaani
ik dard beh raha hai
kuch mujh se keh raha hai

chubtay kaante yadon ke
daman se chunta hoon
girti deewaron ke
aanchal mein
zinda hoon


http://www.youtube.com/watch?v=fLdHEPHyZUQ
 
Kya maahaul bana hua hai yaha ! Kaafi achi smell aa rahi hai songs ki ! Dil ki bagiya me khushi ke phool se ug aaye ! hahhahaaa !:)

Really nice songs ! Can anyone write the lyrics of the song

"Ajeeb daastan hai ye..............

Kaha shuru kaha khatam.......

Ye manzile hai kaun si............

tantantananaaaaa !

:)
 
Ye gaane bi ache hai par lyrics nahi aate mujhe, bhool jaati hu :o

"Jaane kyo log mohhabat kiya karte hain............ "

"Likhe jo khat tujhe, wo teri yaad me.........."

"Na jao saiyaan chuda ke baiyaan, kasam tumhaari mai ro padungi........"
 
[
Mujhe raat din bas mujhe chahti ho..
Mujhe raat din bas mujhe chahti ho..
Kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
Haan karu kya mujhe tum batati nhi ho
Chupati ho mujhse ye tumhari khata hai
Haan mujhe raat din bas mujhe chahti ho...

Meri bekarari ko had se badha naa
Tumhe khoob aata hai baatein banana
Nighaein mila ke yun mera chain lena
Sataa ke mohabbat mein yun dard dena
Mujhe dekh ke aise palkein jhukana
Shararat nhi hai to phir aur kya hai
Haan mujhe raat din bas mujhe chahti ho...

Tumhe neend aayegi ab naa mere bin
Mujhe hai yakeen aisa aayega eik din
Khuli teri jhulfo mein soya rahunga
Tere hi khayaalo me khoya rahunga
Kabhi gaur se meri aankhon me dekho
Meri jaan tumhara hi chehra chupa hai...

Mujhe raat din bas mujhe chahti ho..
Kaho na kaho mujhko sab kuch pata hai
Haan karu kya mujhe tum batati nhi ho
Chupati ho mujhse ye tumhari khata hai
Haan mujhe raat din bas mujhe chahti ho ...

:):)
I too like this song very much
some of my favourite songs are:
1) Mere naina sawan bhadho phir bhi mera mann pyassa
2) Tere bina zindagi se shiqwa to nahin, shiqwa nahin
3) Aane waala pal zaane waala hai, ho sake to isme
4)Yeh jo mohabbat hai yeh unka kaam.....

and many more.........................
 
Tanha Dil-ShaaN

Aankhon mein sapne liye
Ghar se hum chal to diye
Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
Mitti ki khushboo aaye
Palkon pe aansu laaye
Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
Chalna akele hai yahan
(Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2
Tanha dil
Dilkash nazaarein dekhe
Jhilmil sitaarein dekhe
Aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
Kitni barsaatein aayi, kitni saugaatein laayi
Kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada
Maane kiye the apna hoga aashiyaan
Vaadon ka jaane hoga kya
(Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2
Tanha dil
Tanha dil
Aankhon mein sapne liye
Ghar se hum chal to diye
Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
Mitti ki khushboo aaye
Palkon pe aansu laaye
Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
Chalna akele hai yahan
(Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) - 2
Tanha dil, tanha dil, tanha dil

:):)
 
"koll bithaa k
o maahi tennu gatt-gatt pee laa"



:D

aa maahi se ke daaru?:D

aap to hindi-punjabi (ghar-bar) ko ek kar rahe ho:)

kuchh aise:

tu bottle me se nikal kar mujh me sama ja aur me doob jaun bottle me
aapas me kuchh aisa pyar ho!

arre Bar (english aali) ban jaye mera Ghar
aur ghar to bilkul hi Bar ho :)
 
kaise samjhauun bade na-samajh ho......

can anybody tell the singer of this song?:)
 
tumko paya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon

kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
ki jin mein tum ho kya tumhein bata sakun

main aagar kahoon tumsa haseen, kaynaat mein nahi hai kahin
tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
tumko paya hai to jaise khoya hoon..
 
yeh mere dil mein kaisa junoon
mann ko kyun na mile ab sukoon
dillagi ka junoon, zindagi ka junoon
junoon chad raha hai....
chad raha hai.......
khoya sab kuch toh kya hua, paane ka ab mujhe hai junoon
aansu agar bhi mile, hasne ka hai junoon


hai aankho mein junoon
hai khwabon mein junoon
sapno ko phir sajaye, umeedon ko jagaye yeh junoon

hai baaton mein junoon
har vaadon mein junoon
armaanon ke diye mein jaise, lau kar chal aaye yeh junoon
zindagi intehaan hai toh kya, manzilon ka mujhe hai junoon
suni rahoon mein bhi, hum safar ka junoon, hum safar ka junoon....
 
jeevan ke din chote sahi hum bhi bade dilwale
kal ki hume fursat kaha soche jo hum matwale
(movie- bade dilwala)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top