Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
Jab we met ka ek gaana bahut badhiya hai

Tumse hi

na hai yeh pana na khona hi hai , Tera na hona jane kyun Hona hi hai
Tumse hi din hota hai Surmaiye sham aati hai Tumse hi Tumse hi
 
Lehron Ki Tarah Yaadein

Badhiya gaana hai, kahan se churaya

hahahahahahahah, Dekh tere kahne per maine bhi comment de diya:p


http://www.youtube.com/watch?v=8wZnyIip0X4
Lehron Ki Tarah Yaadein
Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein

Kismat Mein Hai Ghor Andherey
Raatein Sulagati Dhundhle Savere

Lehron Ki Tarah Yaadein
Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein

Takte Taktey Sooni Raahein
Pathra Gayi Hai Ab To Nigahen

Lehron Ki Tarah Yaadein
Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein

Barson Se Dil Pe Bojh Uthaye
Dhoond Raha Hoon Pyaar Ke Saaye

Lehron Ki Tarah Yaadein
Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein
 
some of my favourites

Hi all,
some of my favorite songs are:-
*.Ye dil ye pagal dil mera (AWARGI by Gulam Ali Ji)
*.Jiven ke safar mein rahi milte hain bichadjane ko
or reh jati hai yaaden tanhayi mein tadpane ko....
*.Waqt ne kiya kya hasin sitam.......
tum rahe na tummmm...hum rahe na hummm.
*.Chalte-Chalte yunhi koi mil gaya tha
sare raah chalte chalte
*.Aaona gale lagao na......
*.Kuch to log kahenge..logo ka kaam hai kehnaa
chodo bekar ki batton se kahin beet na jaye raina....
*.Door kahin jab din dhal jayee
*.Logonnnn na maro isseeeeee..yahi to mera dildar hai...
*.So gaya ye jahan so gaya aasaman.
*.Ee din-e nadaan
*.mera chand mujhe aya hai nazar.
Aye raat zara tham tham ke jugar......
*.Mere dost ka janaza-(Fiza.)
*.Nanino ki mat sunio re nanina dhag lenge
*.Mein jahan rahun.mein kahin bhi hun...bus yaaddd sath hai.
*.Kal ho na ho.
*.CHalla-(gudaasmaan)


and many more...
U guys might be tired of reading now,so i stoped :p
 
mere wala gana bhi to suno!

Film: Rog
song---

maine dil se kaha,dund lana kushi
na samaj laya gam, to ye gam hi sahi

bechara khan janta hai, khalish hai ye kya khala hai
shahar bhar ki kushi se, ye dard mera bhala hai
jashn ye ras na aye , maza to bas gam me aya hai

maine dil se kaha dund lana kushi
na samaj laya gam to ye gam hi sahi

kabhi hai ishq ka ujala,
kabhi hai maut ka andera
batao kaun besh hoga
main jogi banu ya lootera
kaien chere hai es dil ke
na jane kaun sa mera

maine dil se kaha.................

hazaron ase fasle the
jo te karne chale the
rahe magar chal padi thi
aur peche hum reh gaye the
kadam do char chal paye
kiye phere tere ghar ke

maine dil se kaha................

one more....... film: veer zara
do pal ruka khabon ka karvan
aur phir chal diye tum kahan hum kahan
do pal ki thi ye dilon ki dastan
aur phir chal diye tum kahan hum kahan........


what say..........
 
Mera favourite gana

hamne dekhi hai in ankho ki mehkati kushbu
haath se chu ke inhe risto ka iljaam na do
sirf ehsaas hai ise rooh se mehsoos karo
pyar ko pyar hi rene do koi naam na do

muskurahat si khili rehti hai ankho me kahi
aur palko me fasane se khile rehte hai
hooth kuch kehte nahi hootho pe magar
kitni khamosh se afsane like rehte hai
 
JANNAT by K K - Zara si dil mein

Just heard this cool new ballad from Paki Band JAL!
'Chalte Chalte' is the name and its really cool soothing n refreshin one!

listen it : http://www.youtube.com/watch?v=Qph9YpLuGXM


Rock on
Jit

Awesome really nice one n even mine fav too :)
Thanks Jit :) for sharing this youtube video


Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah ... :)
 
[FONT=Trebuchet MS, Verdana, helvetica, sans-serif]Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye
Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye
Hum the aise safar pe chale
Jiski koi manzil nahi
hum ne saari umar jo kiya
uska koi bhi haasil nahi -2
ik khushi ki talaash main the
kitne gam humko tadpa gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye
Socho hum kitne mazboor the
jo na karna tha vo kar gaye
Peechhe mud ke jo dekha zara
apne halaat se darr gaye - 2
khudh ke baare main soche jo hum
apne aap se sharma gaye
jab yeh socha to ghabra gaye
aa gaye hum kahan aa gaye
Zindagi ki talaash mein hum
maut ke kitne paas aa gaye

[/FONT]
 
Last edited:
Well, while travelin by bus yesterday late night, one song striked my mind,
The song is 'So gaya ye jahan' from the movie Tezaab! The song is matchless & indeed one of its kind & thought-provokin....very much depicts the calmness of dark cold night & conflicts of feelings in heart!! :)

So Gaya ye Jahan - Tezaab


So gaya yeh jahan, so gaya aasma
So gayi hai saari manzile, O saari manzile,
So gaya hai rasta,
So gaya yeh jahan, so gaya aasma

Raat aayi tho woh jinke ghar the,
Woh ghar ko gaye so gaye,
Raat aayi tho hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aaur kho gaye
Is gali us gali, is nagar us nagar,
Jaaye bhi tho kaha jaana chahe agar,
O, So gayi hai saari manzile,
O, Sari manzile,
So gaya hai rasta,

So gaya yeh jahan, so gaya aasma

Kuch meri suno, kuch anpi kaho,
ho paas tho aise, chup naa raho,

hum paas bhi hai, aaur dur bhi hain
aazaad bhi hai, majboor bhi hain

Kyun pyaar ka mausam beet gaya
Kyun humse jamana jeet gaya

Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hain
Jindagi dur tak ab andhere mein hain
Andhere mein hain, andhere mein hain,

O So gayi hain saari manzile,
O sari manzile, so gaya hai rasta,...

http://youtube.com/watch?v=lq61NiVH6eA


Rock on
Jit
 
Kuch Is Tarah - Atif

Kuch is tarah … teri palakein,
Meri palkon se mila de Aansoo tere … saare,
Meri palkon pe saja de
Kuch is tarah … teri palakein,
Meri palkon se mila de
Aansoo tere … saare,
Meri palkon pe saja de

Tu har ghadi … har waqt,
mere saath raha hai
Haan yeh jism … kabhi door,
kabhi paas raha hai
Jo bhi gam … hai yeh tere,
unhe tu mera pata de
Kuch is tarah … teri palakein,
Meri palkon se mila de
Aansoo tere … saare,
Meri palkon pe saja de


Mujhko to tere … chehare pe,
Yeh gham nahi janchta
Jayaaz nahi lagta,
mujhe gham se tera rishta
Sun meri guzarish ise chehar se hata de !!!!!!!!!
Sun meri guzarish ise chehar se hata de !!!!!!!!!
Kuch is tarah … teri palakein,
Meri palkon se mila de

Aansoo tere … saare,
Meri palkon pe saja de ... :)



This song is just awesome..and the lyricz is just rox no one can express that how gud song is this .. :):)
 
Hey i am a big fan of Kishore kumar and i like one of his song very much, some of the lines are

Mere mehboob kayamat hoge
aj ruswa tere galiyo me mohabbat hoge
mere nazrey to gila karte hai
tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hoge..
mere mehboob...............

Another one from the movie Qyamat se qyamat tak

Aa mere humsafar ek jara intezar
suun sadaye de rahe hai manzilllll payar ke......

And offcourse i lile all the songs sung by Legend Kishore kumar.
 
jagjit singh-
1."kal chodhvi ki raat thi"
koochey ko terey chhod kar...jogi hi ban jaayein magar..




2."tum hamaarey nahi to kya gam hai
ham tumharey hain to hain ye kya kam hai"
 
One more song frm Atif - Ehsaas

Main ek fard hoon ya ek ehsaas hoon
main ek jism hoon ya rooh ki pyaas hoon
ki such ki talaash hai, door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai
kabhi main am rahoon, kabhi beam rahoon
gar tujhme nahin to phir main mehal hoon
ke such ki talaash hai door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai

ke such ki talaash hai door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai
such ki talaash hai door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai ... :)
 
Last edited:
This song is for u Maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa
Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa
Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa:):)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top