Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
Ik din bik jaayega
maati ke mol
jag mein reh jaayenge
pyaare tere bol
dooje ke honthon ko
dekar apne geet
koi nishaani chhod
fir duniya se dol
ek din bik jaayega .... :)


anhoni path mein kaante laakh bichaaye
honi to fir bhi bichda yaar milaaye
yeh birha yeh doori
do pal ki majboori
fir koi dilwala kaahe ko ghabraaye
taram pam dhaara jo behti hai
milke rehti hai
behti dhaara ban jaa
fir duniya se dol
ek din bik jaayega .... :)


parde ke peeche baithi saanwal gori
thaam ke tere mere man ki dori
yeh dori na choote
yeh bandhan na toote
bhor hone wali hai
ab raina hai thodi
taram pam sir ko jhukaaye tu baitha kya hai yaar
gori se naina jod
fir duniya se dol
ek din bik jaayega .... :)




Ik din bik jaayega
maati ke mol
jag mein reh jaayenge
pyaare tere bol
dooje ke honthon ko
dekar apne geet
koi nishaani chhod
fir duniya se dol
Ik din bik jaayega
maati ke mol
jag mein reh jaayenge
pyaare tere bol
la la , la la la !!!


:)
 
You are absolutely correct Neelam Ji. These two lines are the essence of this song though its not always possible to do as said in these two lines, from my point of view, its impossible.:p
Really great song Mr Jakhar...I too just love this song... i guess i posted this also in beginning. but then, gud songs like this can be repeated nytimes.... And the lines in black are poetry at its best.
 
You are absolutely correct Neelam Ji. These two lines are the essence of this song though its not always possible to do as said in these two lines, from my point of view, its impossible.:p

Agreed. khoobsurat nahin, dukhad maud per hi chhoot te hain ....:)
 
A very Positive Song

aashaayen ...
aashaayen ...
kutch paane ki ho aas aas
kutch armaan ho jo khaas khaas
aashaayen ...
har koshish mein ho waar waar
kare dariyao ko aar paar
aashaayen ...
​

toofano ko chir ke
manzilo ko chin le
(aashaayen khile dil ki
ummeedein hase dil ki
ab mushkil nahi kutch bhi
nahi kutch bhi) - 2

o ho o...

udd jaaye leke khushi
apne sand tujhko waha
jannat se mulawat ho
puri ho teri har dua
(aashaayen khile dil ki
ummeedein hase dil ki
ab mushkil nahi kutch bhi
nahi kutch bhi) - 2

aashaayen ...
gujre aaisi har raat raat
ho khwaahisho se baat baat
aashaayen ...
lekar suraj se aag aag
gaaye ja apne raag raag
aashaayen ...

kutch aaisa karke dikha
khud khush ho jaaye khuda
(aashaayen khile dil ki
ummeedein hase dil ki
ab mushkil nahi kutch bhi
nahi kutch bhi) - 2​


​
 
all beautiful choices shared by everyone :)

from my side....this is one which i only listen from TV....no correct link i'm able to find for the same, so learnt this song and singing these days....totally filled with sweetness.....

kewada...piya ji mann lubhaya
gulabi kewada piya


kewade ki kaachi-kaachi kaliyan jo sharmaye
mann lubhaye gulabi kewada piya


banna tere baag mein
mann mera ye doley re
(kewade ki kushbu jaadu
daale holey holey re)-2

mann lubhaye gulabi......
 
Last edited:
http://www.youtube.com/watch?v=wqFy-SgYQho

"Bande" from Indian Ocean

[SIZE=-1]arey ruk ja...arey tham ja
arey rukh ja re bande, arey tham ja re bande
ki kudrat has padegi
[/SIZE]
[SIZE=-1]
[/SIZE]
[SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]neendein hein zakhmi, [/SIZE][SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]sapne hein bhoke
ki karwat phat padegi...
[/SIZE]
[SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]rukh ja re bande, [/SIZE][SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]tham ja re bande
ke kudrat has padegi...

[/SIZE]
[SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]mandir yeh chup hai, [/SIZE][SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]masjid yeh gumsum
ibadat thak padegi...
samay ki laal andhi, qabristan ke raste
[/SIZE]
[SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]lag pate chalegi
kise kaafir kahega, kise kaayar kahega
teri kab tak chalegi...
[/SIZE]


[SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]rukh ja re bande, [/SIZE][SIZE=-1]arey [/SIZE][SIZE=-1]tham ja re bande...
ki kudrat has padegi...
[/SIZE]


:mad::mad:!!
 
Soona Soona Lamha Lamha

Here is a very melodious song from the movie Krishna Cottage. I hope thatall of you would surely like to listen it. :) :)


Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Aakar Mujhe Tum Tham Lo
Manzil Teri Dekhe Rasta
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha

Bichhde Bhi Ham Jo Kabhi Raston Main
To Sang Sang Rahungi Sada
Kadmon Ki Aawaaz Sun Ke Chalungi
Tumhe Dhoond Loongi Sada
Bhooli Mohabbat Ki Yeh Khushbuye Hain
Hawaon Main Phaili Hui
Chhu Kar Mujhe Aaj Mahsoon Kar Lo
Vo Yadein Meri Unchhui
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha

Aaa.. Aaa..
Vadon Ke Dhagon Main Hum Tum Bandhe Hain
Zara Dor Tum Tham Lo
Bahon Main Aise Pighal Jane Do Mujhko
Aise Mera Naam Lo
Main Vo Shama Hoon Jo Roshan Tumhe Karke
Khud To Pighal Jaungi
Subah Ka Sooraj Tumhare Liye Hai
Main Hoon Raat Dhal Jaungi
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha
Mud Ke Zara Ab Dekh Lo
Aisa Milan Phir Ho Na Ho
Sab Kuch Mera Tum Hi To Ho
Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
O Bapanah Pyaar Hai Aaja
Tera Intezaar Hai Aaja
Soona Soona Lamha Lamha
Meri Rahein Tanha Tanha​


:) :)​


http://in.youtube.com/watch?v=9naBGfaPiw4
 
Last edited:
Bandya ho -Khuda Ke Liye

It's supposed to be a poem by Bullay Shah and it's in Siraiki and Punjabi so I can't understand it much anyways......so pleaseeee if anyone can translate it to English please do it!!! There are probably a lot of mistakes in places but go easy with them.....I hardly understand Punjabi let alone Siraiki..;)..per jo bhi ho gana bahut badhiya hai....


Bulley Nu Samjhawanr Ayaan Bhenra Te Bharjaayan
Man le Bulleya sada kehnra Chadtay Palla Raiyaan
Aale Nabi O Laat Nabi Nu tu kyun leekan Laaiyan
Jera Sanu Syed Sadday Dozakh mile Sazaiyaan

Bandya Ho Bandya
Bandya Ho
Bandya Ho Bandya
Bandya Ho

Raeen Saeen sabhi thaeen Rab diyan be parwaiyaan
Sohniya Pare Hattayaan Te Tujhay de kar Laiyaan
Je tu loray pak bahara Chak kar ho ja Laiyaan
Bullay Shah di zaat Ki Buchhri Shak kar ho Razziyaan

Bandya Ho Bandya
Bandya Ho
Bandya Ho Bandya
Bandya Ho


Face the World with a smell
No one knows what hid inside that eye
They see only happiness
They can't see the tears that I've cried

Bandya Ho Bandya
Bandya Ho

http://in.youtube.com/watch?v=q1X2_krzuSU&feature=related
 
Mere haath me tera haath ho... Fanaah!!
Video:
http://www.youtube.com/watch?v=3kmP2VaoP80

mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa
mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa
mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

"tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye"

jitne paas hain khushbu saans ke
jitne paas hothon ke sargam
jaise saath hain karvat yaad ke
jaise saath baahon ke sangam

jitne paas paas khwaabon ke nazar
utni paas tu rehna hamsafar
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
tere pyar mein ho jaaun fanaa

mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

"rone de aaj hamko do aankhen sujaane de
baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de
hain jo seene mein qaid dariya woh chooth jaayega
hain itna dard ke tera daaman bheeg jaayega"

jitne paas paas dhadkan ke hain raaz
jitne paas bundon ke baadal
jaise saath saath chanda ke hain raat
jitne paas nainon ke kaajal

jitne paas paas saagar ke lehar
utne paas tu rehna hamsafar
tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
tere pyar mein ho jaaun fanaa

mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

"adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoore ham
magar ab chaand poora hain falak pe... aur ab poore hain ham"
 
Koi Jab Tumhaara

Hope, all of you would like it. :) :)

Koi Jab Tumhaara Hriaday Tod De
Tadapata Hua Jab Koi Chhod De
Tab Tum Mere Paas Aanaa Pirye
Mera Dar Khula Hai, Khulaa Hee Rahega, Tumhare Liye

Abhi Tum Ko Meri Jarurat Nahi, Bahot Chaahanewale Mil Jaayenge
Abhee Rup Kaa Yek Saagar Ho Tum Kanwal Jitane Chaahogi Khil Jaayenge
Darpan Tumhe Jab Daraane Lage, Jawaani Bhee Daaman Chhoodaane Lage
Tab Tum Mere Paas Aanai Pirye
Mera Sar Zukaa Hai, Zuka Hain Rahega, Tumhare Liye

Koi Shart Hoti Naheen Pyaar Me, Magar Pyaar Sharton Pe Tum Ne Kiyai
Najar Mein Sitaare Jo Chamake Jarai, Buzaane Lagee Aarati Kaa Diyai
Jab Apano Najar Mein Hee Girane Lago, Andhero Mein Apane Hee Ghirane Lago
Tab Tum Mere Paas Aana Pirye
Ye Deepak Jala Hai, Jala Hee Rahega Tumhare Liye

:) :)​

Don't miss the video. :)


http://in.youtube.com/watch?v=VeG48zwAHRU
 
Ishq hota nahin, sabhi ke liye -2
Ye bana hai, ye bana -2
Kissi kissi ke liye Oh ishq hota nahin sabhi ke liye -2
Pyaar ke afsaane, yaar tu kya jaane Ishq toh karte hain diwaane Oh.. pyaar
ke afsaane,
yaar tu kya jaane Ishq toh karte hain diwaane Oh..(hai zaroori, hai zaroori)-2
Zindagi ke liye Hoishq hota nahin sabhi ke liye Ishq hota nahin sabhi ke liye ..
 
Great sharing, Neelam Ji.... Thanks a lot for posting it....

..
It's supposed to be a poem by Bullay Shah and it's in Siraiki and Punjabi so I can't understand it much anyways......so pleaseeee if anyone can translate it to English please do it!!! There are probably a lot of mistakes in places but go easy with them.....I hardly understand Punjabi let alone Siraiki..;)..per jo bhi ho gana bahut badhiya hai....


Bulley Nu Samjhawanr Ayaan Bhenra Te Bharjaayan
Man le Bulleya sada kehnra Chadtay Palla Raiyaan
Aale Nabi O Laat Nabi Nu tu kyun leekan Laaiyan
Jera Sanu Syed Sadday Dozakh mile Sazaiyaan

Bandya Ho Bandya
Bandya Ho
Bandya Ho Bandya
Bandya Ho

Raeen Saeen sabhi thaeen Rab diyan be parwaiyaan
Sohniya Pare Hattayaan Te Tujhay de kar Laiyaan
Je tu loray pak bahara Chak kar ho ja Laiyaan
Bullay Shah di zaat Ki Buchhri Shak kar ho Razziyaan

Bandya Ho Bandya
Bandya Ho
Bandya Ho Bandya
Bandya Ho


Face the World with a smell
No one knows what hid inside that eye
They see only happiness
They can't see the tears that I've cried

Bandya Ho Bandya
Bandya Ho

http://in.youtube.com/watch?v=q1X2_krzuSU&feature=related
 
falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2)
yeh baadal ki chaadar, yeh taaro ke aanchal chhup jaaye hum pal do pal
falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2)

dekho kaha aa gaye hum sanam saath chalte
jaha din ki baahon mein raaton ke saaye hai dhalte
chal woh chaubaare dhunde, jinmein chaahat ki bunde
sach kar de sapno ko sabhi
ho aankhon ko niche niche, main tere pichhe pichhe
chal du jo tu keh de abhi
bahaaro ke chhat ho, duwaao ke hath ho, badhate rahe yeh ghajhal ho
falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2)
 
Aao Mil Jaaye Ham Sugandh Aur Suman Ki Tarha
Ek Ho Jaaye Chalo Jaan Aur Badan Ki Tarha

Dil Ke Mandir Mein Saja Rakhi Hai Murat Teri
Mere Jeene Ki To Surat Hai Ye Surat Teri
Raat Din Saath Rahe Seene Mein Dhadhkan Ki Tarha
Aao Mil Jaaye…

Ek Jeewan Ki Khushi Tumne Dee Ik Ik Pal Mein
Bhar Diya Saare Jag Ka Pyaar Mere Aanchal Mein
Pyaar Ka Ek Bhi Pal Pyaara Hai Jeewan Ki Tarha
Aao Mil Jaaye…​
 
Last edited:
Another melodius song by Gulzar from Ghar

aaj kal paanv zameen par nahin padte mere
bolo dekha hai kabhi tumne mujhe udte huye
aaj kal paanv zameen par nahin padte mere


jab bhi thaamaa hai tera haath to dekha hai
log kahate hain ke bas haath ki rekha hai
hamane dekhaa hai do taqadeeron ko judte huye
aaj kal paanv zameen par nahin padte mere


neend si rahti hai, halkaa sa nashaa rahtaa hai
raat-din aankhon mein ik chehraa basaa rahtaa hai
par lagi aankhon ko dekhaa hai kabhi udte huye
aaj kal paanv zameen par nahin padte mere

bolo dekha hai kabhi tumne mujhe udte huye
aaj kal paanv zameen par nahin padte mere

jaane kya hota hai har baat pe kuchh hota hai
din mein kuchh hota hai aur raat mein kuchh hota hai
thaam lena jo kabhi dekho hamein udte huye
aaj kal paanv zameen par nahin padte mere
bolo dekha hai kabhi tumne mujhe udte huye

aaj kal paanv zameen par nahin padte mere
 
BORDER

Ae jaate hue lamho, zara thahro zara thahro..
Main bhi to chalta hu, zara unse milta hu..
Jo ek baat dil me hai, unse kahu...
To chalu...to chalu...
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top