Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
A sweet, romantic song from upcoming movie 'Kattha-Meetha'........

Sajde kiye hain laakhon
Laakhon duaein maangi
Paaya hai maine fir tujhe..........beautiful lyrics with soft rythm

:)

You should listen this song of the same movie :

तुमसे मिला था प्यार कुछ अच्छे नसीब थे
हम उन दिनों अमीर थे जब तुम करीब थे !
 
Last edited:
You should listen this song of the same movie :

तुमसे मिला था प्यार कुछ अच्छे नसीब थे
हम उन दिनों अमीर थे जब तुम करीब थे !

Thanks for the sharing......but dear member I listen to that song n like the best which my best fren likes n sings for me :) .....anyways........main sunti sabki hun, lekin karti mann ki hun :)
 
आज फिर तुम पर प्यार आया है ...
मूवी : दयावान

To view this content we will need your consent to set third party cookies.
For more detailed information, see our cookies page.
 
बेकरार दिल तू गाए जा...
मूवी : दूर का राही

To view this content we will need your consent to set third party cookies.
For more detailed information, see our cookies page.
 
अजनबी तुम जाने-पहचाने से लगते हो....
मूवी : हम सब उस्ताद हैं

To view this content we will need your consent to set third party cookies.
For more detailed information, see our cookies page.
 
Never show off, be original........

My fav are : Dhadkan jara ruk gayi hai,kahi jindagi beh rahi hai ( Prahar );Badlon se kat kat ke naam jodna,ye mujhe kya ho gaya ( Satya );Ek akela is shehar me,raat me aur dopehar me,abodana dhundta hai aashiyana dhundta hai (Gharonda )
 
..................

Taakte rehta tujhko saanjh savere
Taakte rehta tujhko saanjh savere
Nainon mein bas ya jaise nain yeh tere
Nainon mein bas ya jaise nain yeh tere
Tere mast mast do nain
Mera dil ka le gaye chain
Mera dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
Tere mast mast do nain
Mera dil ka le gaye chain
Mera dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain

Tujhse shuru huyi, tujhpe hi khatam ho
Duniya meri, duniya duniya meri
Tujhko hi yaad kar ke aanhein baroon main
Milke bhi mil na paun ab kya karoon
Tere mast mast do nain
Mera dil ka le gaye chain
Mera dil ka le gaye chain
Tere mast mast do nain
 
nanne-munne bachche teri mutthi mein kya hai?

mutthi mein hai takdeer humari,
humne kismat ko bas mein kiya hai.... :)

song which is one of my all time fav. as everytime the first line was sung by some elder person n the next two lines by me to reply even at the age of 14/15 :)

abhi chhoti hun main, badi bholi hun main
badi hoke magar banungi kuchh to main bhi zaroor
dil mein hai armaan, aankhon mein sapna
apna hi naam karein
Rasta hai mushkil, door hai manzil
kitne hain kaam abhi
wo aa wa..........
hey dekho mujhe na chidana
wo aa wa........
chhodo mujhe yun satana
wo aa wa.........
kisi ne na mujhe pehchana........ :)

this again very fav. one.......lekin jab se seekha hai tab se itna hi gaati ya gungunati hun......frens even laugh at me when I sing this song at this age but I also smile and keep singing :) ...........badon waale gaane gaane ke liye sur-taal acche chahiye hote hain taaki dusre ka mann moh liya jaaye lekin ulta ho jata hai....hehe.....shukr hai tamatar nahin fenkhe jaate ya sunne waale kaanon mein ruee nahin daalte :D
 
bhiga/tija tera rang tha main toh
jiyaan tere dhang se main toh, tu hi tha maula tu hi aan
maula mere le le meri jaan

tere sang kheli holi, tere sang ki diwaali
tere angano ki chhaaya, tere sang saawan aaya
pher le tu chaahe nazarein, chaahe chura lein
laut ke tu aayega re shart laga le
bhiga/tija tera rang tha main toh
jiyaan tere dhang se main toh, tu hi tha maula tu hi aan
maula mere le le meri jaan

mitti meri thi bhuri, wahi mere ghi aur churi
wahi raanjhe mere woh heer, wahi sevaiya, wahi khir
tujhse hi ruthana re, tujhe hi manaana
tera mera naata koi duja na jaana
bhiga/tija tera rang tha main toh
jiyaan tere dhang se main toh, tu hi tha maula tu hi aan
maula mere le le meri jaan


http://www.youtube.com/watch?v=kpp6rUOLHXg
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top