Meri Qalam" se" Chandni Rateen

  • Thread starter Thread starter smartjaatwe
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
S

smartjaatwe

Guest
lmha bher apna hawaon ko banany waly
ab na ain gy plt kr kbhi jany waly
kya mily ga tujhy bikhry huwy khwbon k siwa
reet pe chand ki tasveer banany waly
sb ne phna tha bary shok sy kagaz ka libas
jis kader log thy barish me nahany waly
mar gaye hum to ye katbe pe likha jay ga
so gaye ap zamany ko jagany waly
dar-o-dewar pe hasrat si barasti he qatel
jany kis dass gaye pyar nibhany waly
 
Lovers

Meri kismat bata hay meri kya khata
Kin ghunahoon ki muj ko mili hay saza

Kaisa ulfat ki duniya ka dastuur hay
Aarzu jurm hay pyar majboor hay

Kitni mehngi pari phool ko ek hansi
Shaakh se duur hay aur chaman se juda

Jis ki khatir liye mool duniya k gham
Aaj us k hi hathoon uthaye sitam

Tuj ko meri kasam aye mere dil na ro
Is jahan main yehi hay wafa ka silah
 
bhai saza ke baad ayega maza toda w8 karo aap ............:rock
Meri kismat bata hay meri kya khata
Kin ghunahoon ki muj ko mili hay saza

Kaisa ulfat ki duniya ka dastuur hay
Aarzu jurm hay pyar majboor hay

Kitni mehngi pari phool ko ek hansi
Shaakh se duur hay aur chaman se juda

Jis ki khatir liye mool duniya k gham
Aaj us k hi hathoon uthaye sitam

Tuj ko meri kasam aye mere dil na ro
Is jahan main yehi hay wafa ka silah
 
----->Ek Such <-----

Yeh Sach Hai K Ajata Hai Shohrat Ka Asar...
Insaan Tu Kia Dar-o-Dewar Badal Jate Hain...
Aur Bewafa Badle Na Badle...
Waqt Ane Par WafaDar Badal Jate Hain...
 
Zakhm

zakhm inte gehre hai izhaar kya kare........ ...
hum khud nishana ban gaya hai vaar kya kare ...
mar gaye hum magar khuli rahi aankhe ......
ab isse jyada unka intezaar kya kare....
 
Chandni Rateen

Taras jaoge tum mehfil-e-wafa ke liye,
Kisi se pyar na kar Khuda ke liye...
Jab lagegi ishq ki adalat ek din,
Tum hi chune jaoge saza ke liye

Meri mohabbat ne unhe khushi de di,
Badle mein mujhe khamoshi de di,
Khuda se dua mangi thi marne ki,
Lekin usne bhi jeene ke liye zindagi de di.

Meri kismat bata hay meri kya khata
Kin ghunahoon ki muj ko mili hay saza

Kaisa ulfat ki duniya ka dastuur hay
Aarzu jurm hay pyar majboor hay

Kitni mehngi pari phool ko ek hansi
Shaakh se duur hay aur chaman se juda

Jis ki khatir liye mool duniya k gham
Aaj us k hi hathoon uthaye sitam

Tuj ko meri kasam aye mere dil na ro
Is jahan main yehi hay wafa ka silah
 
Aik umer tapasya katti hai
Tab kundan bun ker niklay hain
Is dunya ki her baat ko sehna
Itna bhi aasan nahi....
Tunay to bus kah diya huns kay
Sath nibhana mushkil hai
Her gham ko, par huns kar sehna
Itna bhi aasan nahi.....
Dunya ka kia shikwa kerna
Tunay hi jab choar diya
Hum bhi to insaan hi tahray
Her pal gham hi sehtay jana
Itna bhi aasan nahi.....
Socha tha tairay baad ye jiwan
Shayed beet hi jaiey ga
Per tairay bin, ye umer bittana
Itna bhi aasan nahi.....
Saawun ki pehli baarish ho to
Dil may hook si uthti hai
Tairay bin bersaat manana
Itna bhi aasan nahi.....
Din bher to ye gerdishay doraan!
Saath nibha hi daiti hai
Raat ko tunha jagtay rehna
Itna bhi aasan nahi....
 
Mere khayal se Larkian bewfa nahen hoti,

Mere khayal se Larkian bewfa nahen hoti,kuch un ke bhi bhi majboorian hote hain,ye sarsar galat hai ke wo bewfa hoti hain,mein kabhi nahi konga ke wo us wo bewafa hoti hai,mere khyal se Bewafai to hamari kisimat karti hai.par us ka ilzam hamm larkion par hi kyon dalein.ye sarasr glat hoga mere khayal se.......... ....

Nahi Hoti Ladkiya Bewafa,
Par Majbooriya Kabhi Bana Deti hai
Banti Nahi Kabhi Wo bewwafa,
Bewafa Ka Naam Bas Laga Leti Hai,
Dil se To Chahti Hai Aakhri Sas tak
Par Un-tak Ye Khalak Bhi Na Hone Deti Hai
Ha!! Lakiya na Kabhi Bewafa Hoti hai
Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zarurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top