mhaare politicians

Status
Not open for further replies.

niti

New member
politician unclo buraa mat maanyo.....


Politiciana ne to aap sab log jaano hi ho, jo paanchvi mein fail ho ja sai, woh nyu soche sai ak koi baat naa, main raajneeti mein chala jaaoonga. Kehne ka matlab sai ak ve ghane hushiyaar se na hote hain.
To ek bur, ek neta bot maangan gaya ek gaon mein aur unte bolya Gaon aalo, is alection mein mere te hi bot diyo, main thaare liya woh sab kuch kar doonga jo tamne chahiyo hoga.
Gaonwaale ghane seedhe the. Unka gaon tha bada ar us mein ek hi shamshaan ghaat tha. Matlab ki woh chhota pade tha. Ve uste bolye, ak bhai hamne aur kuch to chaaiya naa, par tu ek aur shamshaan ghaat banva dega to badhiya hoga
Ab is raaldu ki samajh mein nahi aayi ak shamshaan ghaat hove ke sai, usne sochi ak jaroor kisi paani-puuni ke nalke ki baat karte honge............ ar bolya "Gaon aalo!!! Manne ek bur jita do te mein ek nhi, ghar ghar mein shamshaan ghaat khulva dunga"
 
Sukaar hain use pani ka nalka smajh aya ..... nahin to chala pat jata bechare neta ke sath...
ha ha ha
 
Waah Kyaa baat sai.......hahahaha.


Politiciana ne to aap sab log jaano hi ho, jo paanchvi mein fail ho ja sai, woh nyu soche sai ak koi baat naa, main raajneeti mein chala jaaoonga. Kehne ka matlab sai ak ve ghane hushiyaar se na hote hain.
To ek bur, ek neta bot maangan gaya ek gaon mein aur unte bolya Gaon aalo, is alection mein mere te hi bot diyo, main thaare liya woh sab kuch kar doonga jo tamne chahiyo hoga.
Gaonwaale ghane seedhe the. Unka gaon tha bada ar us mein ek hi shamshaan ghaat tha. Matlab ki woh chhota pade tha. Ve uste bolye, ak bhai hamne aur kuch to chaaiya naa, par tu ek aur shamshaan ghaat banva dega to badhiya hoga
Ab is raaldu ki samajh mein nahi aayi ak shamshaan ghaat hove ke sai, usne sochi ak jaroor kisi paani-puuni ke nalke ki baat karte honge............ ar bolya "Gaon aalo!!! Manne ek bur jita do te mein ek nhi, ghar ghar mein shamshaan ghaat khulva dunga"[/quote]
 
wo nd politician tha
uske aage ki souch bhi suno...
usne pahle hi souch liya tha ke sub se pahle do chaar samsan ghat m aapne banwaoo ga pher gaon wala ke banwavoo ga
kyonki politican pahlo aapna dekh te hai pher public ka souche hai......?
nd souchh
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top