Mirza Ghalib

Status
Not open for further replies.

lorish

New member
Arz kiya hai..
----------------------------------
Apni kabr khud hi kyon khod raha hai 'Ghalib'
La phawda mujhe de mai khod deta hoon !!
------------------------------------------
Lal deewar pe kabhi choone se likha tha 'Ghalib' ne !
Yahan par likhna sakht mana hai !!
------------------------------------------
Khudi ko kar itna buland ki khuda bande se poochhe !
Abe gadhe chadh to gaya ab utrega kaise !!
------------------------------------------
Tu chalti hai to teri rahon me 100-100 ke note bichha deta hoon !
Lekin tere jaane ke baad saare gin-gin ke utha leta hoon !!
----------------------------------------------------------------
 
Mirza Gaalib

baat Mirza ki chali hai to ek ye bhi-

once upon a time a man was talking to Mirza Galib and telling him about his girl friend. he was telling to Chachaa Galib that my girl friend is very beautiful and slim. her back is very very narrow (ki uski kamar bahut hi patli hai yani ki ye samjho ki kamar to hai hi nahi) then Mirza Sahab ne farmaya:

vo kahte hain ki unke kamar nahi, vo kahte hain ki unke kamar nahi,
fir naada kahan baandhti hain.
 
This is great

Hey.. sanjay

how is meerut now? i think you will be from Dhikoli. I left meerut in 1997 after graduation.
 
sanjay_dhaka said:
baat Mirza ki chali hai to ek ye bhi-


vo kahte hain ki unke kamar nahi, vo kahte hain ki unke kamar nahi,
fir naada kahan baandhti hain.

Sanjay Bhai the original sher goes like this;

Suna hai kuch log tare gul se bulbul ke purr bandhte hain
aur kehte hain ki haseenon ko kam nahi hotee
ne jaane wo nada kidhar baandhte hain..

By the way I am a great fan of Mirza Galib and got the road in front of my house named as Mirza Galib Road...and its official now...

Rajendra
 
Last edited:
hamne bhi arz kiya hai .....

ab mirza ghalib ki baat chal rahi hai to zara hum bhi......

Hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dum nikle,
Bahot nikle mere armaan, lekin phir bhi kam nikle.

Har aik baat peh kehtay ho tum keh too kya hai?
Tumhee kaho keh yeh andaaz-e-guftugoo kya hai?


wah wah wah wah.....arz to hamne hi kiya hai lekin likha ghalib sahab ne hai.... :) :)

"Poochhtay hain woh keh Ghalib kon hai Koi batlao keh hum batlayain kya"

chalo hum hi batla dete hai....janab ka pura naam hai..*Mirza Asad Ullah Khan Ghalib*
 
Jab baat haseenon ki kamar ki chali hai kuchh yaad aa gaya, aap bhi suno:

Khuda ne haseenon ki kamar itni patli kyon banai thi,
Kya mitti ki kami thi, ya khuda khud kamina tha ?

Na mitti ki kami thi, na khuda khud kamina tha,
Bacha kar kamar ki mitti, banaya unka seena tha.


rkumar said:
Sanjay Bhai the original sher goes like this;

Suna hai kuch log tare gul se bulbul ke purr bandhte hain
aur kehte hain ki haseenon ko kam nahi hotee
ne jaane wo nada kidhar baandhte hain..

By the way I am a great fan of Mirza Galib and got the road in front of my house named as Mirza Galib Road...and its official now...

Rajendra
 
arz kiya hai

itni gahraai me na jaa tu ai ghalib
itni gahraai me na jaa tu ai ghalib
doob gayaa tai ke tera fuuffaa kaadhaiga
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top