Rundey ne ladke ka byah rachaya , barat wapas ane pey ghar khandaan ne bahu ka swagat kiya , jab bahu te poochya kissa laga apna naya ghar to boli
aap sab ka bahut shukriya ki sab ne muje ghar ka membar mana , ab mei bata dun ki main
bigdi chori nahin hun , ap sab ke saath adjust kar ke rehna chungi , kisi ki adat badalney ki
koshissh nahi karungi
"beti is ka ke matlab hua " saas ne poocha
bahu '" seedhi baat hai , jo pehle khana banave tha woh khana pakayega, jo kapde dhowey tha wohi ib dhowega , jo pehle saf safai karey tha whi ib karle ,isse hi sab apney apney kaam me lage raho , me kisi ko tang na karney ki"